Main tumhari maut bankar aaya tha ... lekin tum meri zindagi ban gayi
Aali re aali ... aata tumchi baari aali!
Sabki ulti ginti chalu!
Ab toh is zindagi mein wohi aayegi ... yah phir is aashiq ki jaan jayegi
Samaaj ko police waisi hi milti hai jaisa ki samaaj khud hota hai
Joh hamare usool todhta hai ... hum usse todh dete hain
Yahan koi bhi jab chahe bharti ho sakta hai ... magar istifa nahin de sakta
Duniya mein har kaam fayde ke liye kiya jata hai
Logon ne rab ko rab kaha hai ... lekin maine apne yaar ko rab kaha hai
Bheek mein mile desh aur daan mein mile hathyaron ke dum par itna bhaunkna theek nahi
Aapke sone ka karat maare character ko kharaab nahi kar sakta
Main yahan investigation karne aaya hoon ... do kaudi ka pravachan sunne nahi
De shiva var mohe, shubh karman se kabhoo na hatton ... na daroon bairi sauh jab chahe ladoon, nishchay kar apni jeet karoon
Doobara agar mujhe haath lagaya, toh haath kaat ke aaisi jagah ghusa doonga ... ki zindagi bhar khana bhi mooh se padega ... aur nikalna bhi
Jab aap log zindagi ki mauj mein the ... tab hum fauj mein the
Sher aatank machata hai aur zakhmi sher tabaahi
Band aankhon se insaan sirf sapna hi nahi ... kabhi kabhi us haqeeqat ko bhi dekh leta hai ... jisse khuli aankhen kabhi nahi dekh paati
Yeh phool nahi mere dil ka lahu hai ... aur Daddy yeh dushman nahi, tumhari hone waali bahu hai
Prithviraj Raghuvanshi satya ko Ram Ram kare hai ... par jhoote ka Ram naam satya kare hai
Pachees baar keh chuka hoon ki ... dhande ki baat phone pe nahi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory