Jhoot aur fareb se joh jitni bhi oonchai pe khada hota hai ... usse ek din utna hi neeche dekhna padta hai
Mard marta hai toh apni aankhen tirange ki taraf karke marta hai ... aur yeh sochta hai ki phir se is desh ke liye kab pehda hoon
Hamara Hindustan zindabad tha, zindabad hai, aur zindabad rahega!
Bali hamesha bakre ki di jaati hai ... sher ki nahi
Marte hue ko kabhi rokne ka nahi ... dushman galati kare toh tokne ka nahi ... aur yaar ki item ko kabhi chune ka nahi
In haathon ne sirf hathyaar chhode hai ... chalana nahi bhoole
Chahe hum mein ek waqt ki roti na mile, badan pe kapde na ho, sarr pe chatt na ho ... lekin jab desh ki aan ki baat aati hai ... tab hum jaan ki baazi laga dete hai
No if no but ... sirf jatt!
Tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh milti rahi hai ... lekin insaaf nahi mila my lord, insaaf nahi mila ... mili hai toh sirf yeh tarikh
Mard banne ka itna shauk hai ... toh kutto ka sahara lena chhod de
Agar main apne biwi bachchon ke liye sar jhuka sakta hoon ... toh main sabke sar kaat bhi sakta hoon
Darakar logon ko woh jeeta hai ... jiski haddiyon mein pani bhara hota hai
Ek kagaz par mohor nahi lagegi ... toh kya Tara Pakistan nahi jayega?
Barsaat se bachne ki haisiyat nahin ... aur goli baari ki baat kar rahe hai aap log
Jab yeh dhai kilo ka haath kisi pe padta hai na ... toh aadmi uthta nahi ... utth jata hai
Jakh marti hai police, utaar kar phenk do yeh vardi aur pehan lo Balwant Rai ka patta apne gale mein ... you bastards
Yeh mazdoor ka haath hai ... loha piglakar uska aakar badal deta hai
Aaise khilone bazaar mein bahut bikte hai ... magar isse khelne ke liye joh jigar chahiye na ... woh duniya ke kisi bazaar mein nahi bikta ... mard usse lekar pehda hota hai
Pinjare mein aakar sher bhi kutta ban jaata hai
Maidan mein khule sher ka samna karoge ... tumhare mard hone ki galatphami door ho jayegi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory