Maut toh muft mein badnaam hai ... jaan toh zindagi leti hai
Agar zindagi mein kuch paana chahti ho, toh kuch khona seekho ... agar upar uthna chahti ho, toh thoda jhukna seekho ... agar kisi se jeetna chahti ho, toh usse haarna seekho
Early to double bed and early to wake up fast ... makes a male mard hatta katta and oversmart
Har aurat hamaar maiyya hai aur hum maiyya ka sauda nahi karat
Shaadi sirf jism ka rishta nahi hai ... mann ka milan hai, aatma ka rishta hai
Boothi changi nahi ho te baat changi karni chahiye ... aur baat changi na kar sako ... toh mooh band rakhna chahiye
Mere jaane ke baad log mujhe zyada yaad karte hai
Maut jab sar pe hoti hai ... zindagi ki keemat tab samajh mein aati hai
Aankhen bhi ajeeb raazdar hove ... dekhe kuch aur, dikhaye kuch aur ... bayaan kuch aur kare, jaati kuch aur
Joh kanoon todega, main uski haddiyan todonga
Honth hai ya vacuum cleaner ... zabaan toh vapas dede
Main toh sirf ek sipahi hoon jisne maut ko itne kareeb se dekha hai ki ... zindagi ke har pal ki keemat jaan gaya hoon
Tujhe paakar meri chaati aur bhi chaudi ho gayi hai ... my chest has become blouse
Na aadi na anth hai uska ... woh sabka na inka unka ... wohi shunya hai, wohi ikai ... jiske bheetar basa Shivaay ... aankh moondkar dekh raha hai ... saath samay ke khel raha hai ... Mahadev maha ekaki ... jiske liye jagat hai jagi ... wohi shunya hai, wohi ikai ... jiske bheetar basa Shivaay ... Ram bhi uska, Ravan uska ... jeevan uska maran bhi uska ... tandav hai aur dhyan bhi woh hai ... agyani ka gyan bhi woh hai ... isko kaanta lage na kankar ... rann mein Rudra, gharon mein Shankar ... anth yahi sare vighno ka ... is bhole ka vaar bhayankar ... wohi shunya hai, wohi ikai ... jiske bheetar basa Shivaay
Jab baat Hindustan Pakistan ki ho rahi ho ... toh har Hindustani ek hi taraf hota hai
Zindagi badi choti hai ... bade bade faisle lene ke liye zyada time nahi lena chahiye
Mujhe bahut darr lagta hai apne aap se aur apne gusse se
Yeh kaunsi manzil hai, yeh kaunsa makaam hai ... aankhon mein koi chehra, hothon pe koi naam hai
Har pariwar mein kuch aaise raaz hote hai ... joh na khule toh hi behtar hai
Koi bhi insaan paidaishi mujrim nahi hota ... ya toh banaya jaata hai, ya phir ban jaata hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory