Dushman aadmi ko maar sakta hai ... uske adharshon ko nahi
Itihaas ki ek bahut buri aadat hai ... woh kabhi na kabhi phir se daurati zaroor hai
Kabhi mujhko hasaye, kabhi mujhko rulaye ... mujhe kitna sataati hai ... woh ladki bahut yaad aati hai
Mere jaise kapde pehanke tu Sultan Mirza dikh to sakta hai ... lekin ban nahi sakta
Shareer qaid kiya jaa sakta hai ... vichaar nahi
Joh Hindustan leave karke aata hai na ... usko muhalle waale Hindustan Lever bolte hai
Zindagi se zyada mohabbat nahi karni chahiye ... aakhir mein sabse haseen dhokha zindagi hi deti hai
Waqt tha emergency ka ... mahol tha dehshat ka ... mauka tha kismat badalne ka ... woh army thi, par hum bhi toh harami the
Galat kya hai yeh jaanne se koi farak nahi padta ... galat ko sahi karne se farak padta hai
Mohabbat mere dost, aag bhi lagati hai un dilon ko ... jin mein mohabbat ke chirag jalte hai
Jin ungliyon ko ghode ki aadat lag jaaye ... un mein lagaam daalna mushkil ho jaata hai
Chahane aur haasil karne mein bahut phark hai ... pyar sirf haasil karna nahi ... pyar dene ka naam hai
Na pine hai na apple ... phir bhi pineapple
Woh ishq hi kya joh salamat chhod de
Meri ek awaaz par yeh tera kya karenge ... abhi ke abhi ... patloon toh teri geeli ho gayi hai ... abhi ke abhi ... mujhe chuha bhi toh yeh log tujh kaat dalenge ... abhi ke abhi
Yeh duniya hum mein milne nahi degi ... lekin main bhi ab is duniya ko jeene nahi doonga
Pyar apni khushi mein nahi ... balki jinhe tum pyar karte ho, unki khushi mein hai
Jis raaste par sher ke panje ho ... us par koi chalne ki himmat nahi karta
Uski ek muskurahat mere saare gham mitta degi
Maut ke saath sirf zindagi khatam hoti hai ... mohabbat nahi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory