Char din ki zindagi hai aur aaj chautha din hai ... yeh sochkar itne saal nikaal diye
Ajay Devgan
Yeh joh samay hai na, yeh sabki leta hai ... samay samay par, sahi samay par ... sahi tarah se leta hai
Emraan Hashmi
Sharam aur main toh ek sentence mein nahi aate madam
Waqt tha emergency ka ... mahol tha dehshat ka ... mauka tha kismat badalne ka ... woh army thi, par hum bhi toh harami the
Woh ishq hi kya joh salamat chhod de
Zubaan aur jaan sirf ek hi baar di jaa sake hai ... aaj se dono taare
Duniya mein do kisam ke log hote hai ... ek jinke saath hum peete hai ... doosre jinki wajah se hum peete hai
Jeevan mein do tarah ke log aapke saath hamesha hone chahiye ... ek Krishna jaise joh aapke liye na bhi lade tab bhi aapki jeet pakki kar de ... aur doosre Karna jaise joh aapke liye tab bhi lade jab aapki haar saamne dikh rahi ho
Ileana D'Cruz
Aankhon mein tabhi chamak aati hai jab unmein khatra hota hai
Vidyut Jamwal
Rajai, lugai aur ladai hamesha barabar ki honi chahiye
Main kahani badal doonga
Maut jab sar pe hoti hai ... zindagi ki keemat tab samajh mein aati hai
Aankhen bhi ajeeb raazdar hove ... dekhe kuch aur, dikhaye kuch aur ... bayaan kuch aur kare, jaati kuch aur
Zindagi badi choti hai ... bade bade faisle lene ke liye zyada time nahi lena chahiye
Karne se pehle kya sochna ... pehle karo phir daro
Esha Gupta
Aapke sone ka karat maare character ko kharaab nahi kar sakta
History is always written about men ... but not always made by them
Jab baat jugaad ki ho toh jaan ki keemat kam ho jaati hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory