Aata maajhi satakli!
Khoon bahana koi badi baat nahi hai ... chahe woh apna ho yah samne waale ka ... badi baat toh yeh hai ki jism se tapka hua ek boond khoon, aane waali nasal ke saare ke saare khoon mein ubaala la sakta hai yah nahi
Char din ki zindagi hai aur aaj chautha din hai ... yeh sochkar itne saal nikaal diye
Main mar nahin sakta, na hi zinda pakda ja sakta hoon ... bas maar sakta hoon, sirf maar sakta hoon
Na commitment, na appointment ... only punishment!
Main ek hi baar bolta hoon ... kyun ki doosri baar sunne ke liye tu nahi hoga
Nah toh mujhe maut ka khauf hai ... aur nah hi rab ka yakeen
Joh mere pyar ka daava na sabit kar sake ... woh jaan kis kaam ki hai
It's my way ya skyway
Inteqam bhi ajeeb funda hai, sharaab ki tarah ... jitna purana utni hi zyada kick deta hai
Kasam hai mujhe apni maa aur apni behen ki ... teri zindagi ki maa behen kar doonga
Is dharti se gaddari mat kar ... varna yeh dharti phategi, sholay ughlegi ... aur tujhe raakh kar degi
Hamare dhande mein ek galati ko maaf karna ... usse bhi badi galati hai
Meri zarooratein kam hai ... is liye mere zameer mein dum hai
Na main Dilli waala, na main CBI waala ... ek behen ka bhai, ek maa ka beta ... himmatwala!
Aali re aali ... aata tujhi baari aali
Police waalon ki na dosti achchi na dushmani ... tune toh dono hi kar li
Aankhen khuli rakhon toh aansoon bhi kaale ... aur bandh karoon toh sapne bhi kaale
Joh jab Hindustan ko mitana chahega ... mitti mein mil jayega
Agar woh chale gaye ... toh insaan nahin, barood bankar lautenge
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory