Apna eklauta aisa desh hai jahan sarkari aadmi kaam na karne ke liye tankha leta hai ... aur kaam karne ke liye rishwat
Abhishek Bachchan
Shiksha woh khidki hai joh kholo toh duniya ko dekhne ka aapka nazariya badal jaata hai
Janta party nahi, leader follow karti hai
Upar wala aankhen sabko deta hai ... nazar kisi kisi ko ... dimaag sabko deta hai ... samajh kisi kisi ko ... yeh joh aankhen aur nazar, dimaag aur samajh ke beech ka joh antar hai ... yeh shiksha se bharta hai
Ithihaas se na seekhne wale khud ithihaas ho jaate hai
Shiksha gyan ke bina aur gyan anubhav ke bina adhoora hai
Shiksha bhagwan se hamari takkar hai ... kyun ki woh chahta tha ki hum usse takkar dein ... usne koi manual dekar humein dharti par nahi bheja tha ... humne karke seekha hai ... seb ko girta hua dekh kar gravity seekhi hai ... aur pani mein doobte huye jahaz ke tairne ka vigyan khoja hai
Politics mein rishtey nahi faiyde zaroori hote hai
Unknown
Pada likha jaat ... solah dooni aath ... so don't be smart
Bhaiyon mein kya protocol jab dil mein laga ho fevicol
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory