Maa Sherawali ka haath hai mujhpar ... chahe saikadon dushman aa jaye zameen par ... ek ek ko zinda ghaad dega yeh himmatwala ... yahinpar
Zubaan aur jaan sirf ek hi baar di jaa sake hai ... aaj se dono taare
Toofan mein bahaa hai na yeh sholon mein jala hai ... ghayal hua teeron se na khanjar se kata hai ... kehte hai jisse ishq qayamat hai, bala hai ... takraya joh bhi isse woh duniya se mitta hai
Some goals are so worthy ... it's glorious even to fail
Duniya mein do kisam ke log hote hai ... ek jinke saath hum peete hai ... doosre jinki wajah se hum peete hai
Zaroorat se zyada kabhi usse maanga nahi ... zaroorat se kam kabhi usne diya nahi
Main har cheez dobara kar lunga ... har jagah dobara chal lunga ... har galati dobara kar lunga ... har ladai dobara ladh lunga ... dobara mana lunga ... dobara our song chhun lunga ... dobara pet name bhi soch lunga ... har jhooth dobara bol lunga ... har taana dobara sun lunga ... har hasi dobara has lunga ... har aansun dobara roh lunga ... tere bina life badi jee huyi baasi si lagti hai ... mujhe ek baar phir apne saath dobara jeene de na
Tere khandaan mein maarne ka rivaj hai kya?
Confidence bahut kutti cheez hai ... agar nishane pe lag jaye to kamaal hai ... warna bawaal hai
Gusse se dekh rahi ho yah shakal hi aaisi hai
Yeh gaon mera hain aur main is gaon ka Jaikant Shikre
Main kahani badal doonga
Kis kaam ki hai yeh vardi ... joh ek police waale ko mazboot nahi, majboor banati hai
Sardar ki dastaar par haath uthayega na ... toh Sardar utha dega
Kabhi kabhi mere dil mein sawaal aata hai ... ki agar duniya mein Sardar na hote toh kya hota? ... sorry yaar duniya bekaar bina son of Sardar
When elder get cosy ... younger don't put nosy
Bahut kursi kursi karta hai na tu ... is baar tujhe aisi jagah marenge ... ki jitni baar kursi pe behtega hum mein yaad karega
Har Maratha pagal hai ... swaraj ka, Shivaji raje ka, bagwe ka
Me criminally good!
Khaas aadmiyo ko yeh bhi yaad dilana chahiye ... ke woh kabhi bhi aam ho sakte hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory