Main un cheezon ki smuggling karta hoon, jinki ijaazat sarkar nahi deti ... un cheezon ki nahi, jinki ijaazat zameer nahi deta
Ajay Devgan
Aandhi roke toh hum toofan ... toofan roke toh hum aag ka dariya
Ranveer Singh
Shareer mein 206 haddiyan hai, aur samvidhan mein 1670 kanoon ... haddi se lekar kanoon sab todhta hoon
John Abraham
Mumbai pe raj karta hoon ... raj
Sanjay Dutt
Maan gaya toh thik hai ... varna galat kaam toh main bachpan se karte aa raha hoon
Akshay Kumar
Agar main hero ban gaya ... toh meri pehchaan bura maan jayegi
Main sirf money bhai ke liye kaam karta hoon
Salman Khan
Chaukiyan chahe police ki ho ... shehar ke commissioner to hum hi log hai
Asli hai asli ... pachaas tola, pachaas tola ... kitna, pachaas tola
Saala tu-heech apun ki fielding lagaya
Vivek Oberoi
Ek goli daali, paanch khali ... sir pe taani, khopdi khaali
Khiladi tha ... ab pura khel hoon
Vijay Dinanath Chauhan ... poora naam
Amitabh Bachchan
Hum gunday hai ... na aaj tak kisi ke haath aaye hai ... aur na aayenge
Apun ka haath Dubai tak pahuchega
Ek bar joh maine commitment kar di ... uske baad toh main khud ki bhi nahi sunta
Apun ka dhanda darr pe chalta hai ... sirf darr
Sharab aur khoon main apni marzi se peeta hoon ... dabake
Main apne kaam karne ka tareeka badal raha hoon ... tevar nahi
Duniya mera ghar hai, bus stand mera adda hai, jab mann kare aa jana, Raju mera naam hai ... aur pyar se log mujhe bulate hain ... coolie no. 1
Govinda
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory