Joh agwai ka kaam kare so hijra bhaisaab
Jiske na aage koi ho, na peeche ... woh sari zindagi sirf ek hi cheez dhoondta hai ... family
Aurat ke dil ke andar joh jhankkar uske har khwab ko dekh sake ... wohi uska asli haqdaar hota hai
Jitna tum karti ho mujhse pyar ... us mein 10% aur jodh lo yaar
Chillao mat ... agar humri awaaz oonchi hui toh sabka phat jayega yahan
Joh shikaar khud chalkar sher ki gaar mein aata hai ... woh achchi tarah janta hai ki sher ke daant kaise todhe jaate hai
Jab jazbaaton ki aandhi gher leti hai ... tab aadmi duniya bhool jaata hai
Kisi bhi jung ko jeetne ke liye ... pehla hamla bahut sooch samajhkar karna chahiye
Tumse milne ke baad maine bhi ek sapna dekha tha ... tumhare har sapne ko sach karne ka sapna
Jab tab main apne sapno ke saath poori tarah khel na loon ... unhe bechta nahi
Maut ko bhi tum nahi chunte ... maut tumhe chunti hai
Main tum jaise logon ke saath sauda nahi karta ... sirf faisla karta hoon
Problem kabhi insaan se bada nahi hota ... insaan hi usse bada banata hai
Jaise ek roti ki ahmiyat ek bhookha jaanta hai ... zindagi ki ahmiyat ek marne waala jaanta hai ... vaise hi maa ki ahmiyat sirf ek anaath hi jaan sakta hai
Hum chatti ka dhood yaad dila denge ... I will make him remember milk number 6
Insaan ki jaat usse achcha bura nahi banati ... uske karam usse achcha bura banate hai
Saaza paane ke liye criminal hone ki kya zaroorat hai ... beguna hona hi kaafi hai
Duniya mein teen cheezein nikalne ke liye ungli tedhi karni padti hai ... dibbe mein se ghee ... gair kanooni basti ... aur shaadi shuda mardon mein se masti
Jeena haraam kar diya hai hamara ... sabun, towel, bedroom, bathroom ... poore ghar pe kabza kar chuka hai
Mere marne ka maatam mat karna ... maine khud yeh shahadat chunni hai ... main jeeta hoon marne ke liye ... mera naam hai sipahi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory