Bande hain hum uske, hum pe kiska zor ... umeedo ke suraj, nikle chaaron aurr ... iraade hai fauladi, himmati har kadam ... apne haatho kismat likhne, aaj chale hain hum
Aamir Khan
Main udna chahta hoon, daudna chahta hoon, girna bhi chahta hoon ... bus rukna nahi chahta
Ranbir Kapoor
Bachcha kabil bano, kabil ... kamyabi toh saali jhak maarke peeche bhagegi
Madhavan
Chahe hum mein ek waqt ki roti na mile, badan pe kapde na ho, sarr pe chatt na ho ... lekin jab desh ki aan ki baat aati hai ... tab hum jaan ki baazi laga dete hai
Sunny Deol
Don't underestimate the power of a common man
Shahrukh Khan
Jinke apne sapne poore nahi hote na ... woh doosron ke sapne poore kartein hai
Emraan Hashmi
Joh haarta hai, wohi toh jeetne ka matlab jaanta hai
Log apni zindagi banate hai ... main apni jannat banata hoon
Computer ne insaan ko nahi banaya hai ... insaan ne computer ko banaya hai ... is liye joh dimaag kar sakta hai, woh aapka computer nahi kar sakta hai
Hrithik Roshan
Roti ke bina insaan chaar hafte jee sakta hai, pani ke bina chaar din aur hawa ke bina shayad chaar minute ... lekin umeed ke bina insaan chaar second bhi nahi jee sakta hai
Hum kitne din jiye yeh zaroori nahi ... hum un dino mein kitna jeeye yeh zaroori hai
Pulkit Samrat
Nafrat ko nafrat nahi, sirf pyar mitta sakta hai ... bas zaroorat hai kisi ke haath ki ... joh kheench kar usse andheron mein se ujalon mein la sake
Shraddha Kapoor
Sahi direction mein utha har kadam ... apne aap mein ek manzil hai ... after all life is all about the next step
Varun Dhawan
Khiladi tha ... ab pura khel hoon
Akshay Kumar
Himmat batai nahi ... dikhai jaati hai
Ajay Devgan
Hum aankhon se soorma nahin churate ... hum aankhen hi chura lete hain
Raaj Kumar
Zindagi mein agar kuch banna ho, kuch haasil karna ho, kuch jeetna ho ... toh hamesha dil ki suno ... aur agar dil bhi koi jawab na de toh aankhen band karke apni maa aur papa ka naam lo ... phir dekhna har manzil paar kar jaoge, har mushkil aasaan ho jayegi ... jeet tumhari hogi, sirf tumhari
Duniya ke sabse behtareen aur mashoor kalakar woh log hote hai jinki apni ek ada hoti hai ... woh ada joh kisi ki nakal karne se nahi aati ... woh ada joh unke saath janam leti hai
Aditya Roy Kapur
Apni kamyabi ko itna chota mat samjho ... sirf naseeb waalo ko naseeb hoti hai yeh
Tumhara result decide nahi karta hai ki tum loser ho ki nahi ... tumhari koshish decide karti hai
Sushant Singh Rajput
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory