Gabbar ke taap se tumhe ek hi aadmi bacha sakta hai, ek hi aadmi ... khud Gabbar
Amjad Khan
Basanti in kutto ke samne mat nachna
Dharmendra
Tumhara naam kya hai Basanti?
Amitabh Bachchan
Arrey oh Sambha ... kitna inaam rakhe hai sarkar ham par?
Kitney aadmi the?
Bahut yaraana lagta hai
Jab tak tere pair chalenge uski saans chalegi ... tere pair ruke toh yeh bandook chalegi
Aadhe idhar jao ... aadhe idhar jao ... aur baaki hamare saath aao
Asrani
Tera kya hoga Kaalia?
Hum kaam sirf paison ke liye karte hai
Joh darr gaya ... samjho marr gaya
When I dead, police coming ... police coming, budiya going jail ... in jail budiya chakki peesing, and peesing, and peesing, and peesing, and peesing
Chal Dhanno ... aaj teri Basanti ki izzat ka sawaal hai
Hema Malini
Mujhe toh sab police waalon ki suratein ek jaisi lagti hai
Hum angrezon ke zamaane ke jailor hai
Itna sannata kyun hai bhai?
A. K. Hangal
Yeh haath humko de de Thakur
Yunki, yeh kaun bola?
Dekho, mujhe befuzool baat karne ki aadat toh hai nahi
Yahan se pachas pachas kos door gaon mein ... jab bachcha raat ko rota hai, toh maa kehti hai bete soo ja ... soo ja nahi toh Gabbar Singh aa jayega
Holi kab hai ... kab hai Holi, kab?
Tum agar ek maaroge toh hum char maarenge
Ab goli kha
Soowar ke bachcho!
Ek ek ko chun chun ke maaronga ... chun chun ke maaronga
Thakur na jhuk sakta hai na toot sakta hai ... Thakur sirf marr sakta hai
Sanjeev Kumar
Loha garam hai ... maar do hathauda
Yeh Ramgarh waale apni betiyon ko kaun chakki ka pisa aata khilate hai re?
Ramgarh waalo ne pagal kutton ke samne roti dalna band kar diya hai
Yeh haath nahi ... phansi ka phanda hai
Kya samajhkar aaye the ... ki sardar bahut khush hoga, shabashi dega?
Sardar maine aapka namak khaya hai
Viju Khote
Keemat joh tum chaho ... kaam joh main chahon
Iski sazaa milegi ... barabar milegi!
Paise ... aaise kaise paise maang rahe ho?
Jagdeep
Is pistol mein teen zindagi, teen maut bandh hai ... dekhen kisse kya milta hai
Hamari jail mein surang?
Izzat ki maut zillat ki zindagi se kahin achchi hai
Woh badmash hai lekin bahadur hai ... khatarnak hai is liye ki ladna jaante hai ... burre hai magar insaan hai
Che goli aur aadmi teen ... bahut nainsaafi hai yeh
Saanp ko haath se nahi ... pairon se kuchla jaata hai
Is story mein emotion hai, drama hai, tragedy hai
Hamare jasoos is jail mein charon taraf failay hue hai
Bach gaya saala!
Jis din main bhaag nikla ... bahut pachtaoge Thakur
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory