Har dharam mohabbat sikhata hai ... par mohabbat ka toh koi dharam nahi hota ... woh khud apne aap mein ek dharam hai
Unknown
Na Hindu bura hai ... na hi Sikh, Isai, Musalman bura hai ... burai pe utar aaye woh insaan bura hai
Gurmeet Ram Rahim Singh
Diye huye vachan ke liye ... satya aur nyay ke liye ... dharam stapana ke liye ... kisi ke bhi virudh jaana pade, woh chahe parmatma hi kyun na ho ... toh bhaybheet na ho ... yahi dharam hai, yahi kshatriya dharam hai
Ramya Krishnan
Insaan jab luck ke bharose pe khelta hai, toh usse haarne ka darr rehta hai ... magar joh dil se khelta hai, luck hamesha uska saath deta hai
Danny Denzongpa
Marne ke liye tumhe kitne bhi reasons mil jaye ... jeene ke liye bas ek hi wajah kaafi hoti hai
Ranbir Kapoor
Saath hai toh kuch hai ... varna nothing
Akshay Kumar
Powerful people come from powerful places
Paisa hone se luck nahi banta hai ... magar luck hone se paisa banta hai
Ab farak nahi padta ... kyun ki jab farak nahi padta zindagi mein ... farak tabhi aata hai
Emraan Hashmi
Guzarta hua waqt bade se bade masle ko suljha deta hai
Asrani
Banta nahi hero muscle yah metal parts se ... banta hai aur mitta hai superhero sirf apne heart se
Shahrukh Khan
Chahe tere lab pe Waheguru da naam aave ya na aave ... lekin woh pal bhi ibadat da haunda hai jab tu kisi aur ke kaam aave
Varun Dhawan
Namaaz jagah aur logon se nahi ... neeyat se padhi jaati hai
Jahan dharm hai na, wahan satya ke liye jagah nahi hai ... aur jahan satya hai truth hai, wahan dharm ki zaroorat hi nahi hai
Paresh Rawal
Insaan ka kartavya hota hai koshish karna ... kaamyabi nakaamyabi sab uske haath mein hai
Farhan Akhtar
Joh achcha tairakh hota hai na ... woh toofani lehron mein beh nahi jaata ... balki unhi lehron ko apni naav bana leta hai
Amrish Puri
Mere pitaji ka kehna tha ki ... kaam jazbaat ke saath karo ... jazbaati hokar nahi
Aamir Khan
Jo nahin ho sakt ... wahi tho karna hai
Maine kaha tha na, team banane ke liye taakat nahi ... niyat chahiye
Baaghi bano, be a rebel ... par kisi maqsad ke liye
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory