Meri zarooratein kam hai ... is liye mere zameer mein dum hai
Ajay Devgan
Ek darr do baar nahi lagta
Disha Patani
Saat minute, saat minute hai tumhare paas ... aaj is stage pe kaise dance karna hai yeh main tumko nahi batayegi ... kya malum aaj ke baad hum sab saath mein hoyenge ki nahi hoyenge ... aaisa chance milenga ki nahi milenga ... lekin aaj agar is team ka har ek dancer apni zindagi ka best dance karenga na ... toh aai shapath yeh saat minute tumse koi nahi cheen sakta ... gods bhi nahi
Deepika Padukone
Haath agar aaise (khula haath) rehta hai toh gundon aur rakshason ko bhakt bana deta hai ... aur agar haath aaise (band mutthi) ho jaata hai toh rakshas bhi trahimam trahimam kar uthte hai
Gurmeet Ram Rahim Singh
Ek aam teacher padhata hai ... ek acha teacher samjhata hai ... bahut acha teacher ho toh khud karke batata hai ... lekin kuch teachers hote hai joh humein inspire karke jaate hai zindagi bhar ke liye
Rani Mukherjee
Hamari amma bachpan se sikhayi ... haaro mat ... haar ko harao
Arjun Kapoor
Sansaar mein gangajal se paap dhone ke saath saath ... punya ki bhi dhaara bahao
Dara Singh
Jeeyo itna ki zindagi kam padh jaave ... hasso itna ki rona mushkil ho jaave ... gusse ko thook do aur haste haste apne dushmano ko phook do
Danny Denzongpa
Ladai goliyo se nahin ... dil se jeeti jaati hai
Shahrukh Khan
Pran dene se paap ka anth nahi hota ... punya ke prabhav se hota hai
Unknown
Insaan ko dibbe mein sirf tab hona chahiye ... jab woh mar chuka ho
Katrina Kaif
Story mein hero ho ya na ho ... story hero honi chahiye
Pighle neelam sa behta hua yeh samaan, neeli neeli si khamoshiyan, na kahin hai zameen na kahin aasmaan ... sarsaraati huyi tehniyan pattiyan, keh rahi hai ki bas ek tum ho yahan ... sirf main hoon meri saansein hai aur meri dhadkane, aisi gehraiyan, aisi tanhaiyan, aur main sirf main ... apne hone pe mujhko yakeen aa gaya
Farhan Akhtar
Tu khelta hoga toofano se, humne toh toofan paale hai ... joh darte hai so marte hai, hum markar jeene waale hai
Sunny Deol
Koi yeh bhoolke bhi na soche ki hum mein ab zindagi nahi bachi ... jitni bhi hai, jaisi bhi hai ... zindagi bahut khoobsurat hai
Hrithik Roshan
Insaan ki umar utni hi hoti hai jitni woh feel karta hai
Dushman aadmi ko maar sakta hai ... uske adharshon ko nahi
It is so simple to be happy ... but it is so difficult to be simple
Rajesh Khanna
Agar halaat ke ghulam banoge na, toh duniya tumhe kutta samajhkar laat maregi ... lekin agar halaat ko apna ghulam banaoge na, toh duniya tumhe sher samajhkar salaam karegi
Priya Tendulkar
Har insaan do zindagiyon ke saath aata hai ... ek joh usse milti hai aur ek joh woh khud banata hai
Emraan Hashmi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory