Jab Rajeshwar dosti nibhata hai, toh afsaane likhe jaate hai ... aur jab dushmani karta hai, toh tarikh ban jaati hai
Raaj Kumar
Marte hue ko kabhi rokne ka nahi ... dushman galati kare toh tokne ka nahi ... aur yaar ki item ko kabhi chune ka nahi
Sunny Deol
Raftaar tezz na ho toh dushman ki chalayi goli ka kaam aasaan ho jaata hai
John Abraham
Jab dost banake kaam ho sakta hai ... toh phir dushman kyun banaye?
Ajay Devgan
Apna ussool kehta hai ... agar fayda ho toh jhoot ko sach maan lo ... dushman ko dost bana lo
Danny Denzongpa
Dushman se agar fayda ho ... toh usko apna dost banalo
Amitabh Bachchan
Jab hum muskurate hai ... toh dushmano ke dil dahil jaate hai
Hamari zabaan bhi hamari goli ki tarah ... dushmanon se seedhe baat karti hai
Kya hai mrityu ... hamare haathon se shatru ka mar jaana yeh sochna hai mrityu ... ranbhoomi mein shatru se bhaybheet hokar jeevat rehna hai mrityu?
Unknown
Isse pehle ki Don ka dushman apni pehli chaal chale ... Don apni agli chaal chal chuka hota hai
Shahrukh Khan
Don apne doston ka haal pooche na pooche ... apne dushmano ki khabar hamesha rakhta hai
Dosti karne ki galti toh kar li hai maine ... toh ab dushmani karne ka mauka bhi nahi jaane doonga
Varun Dhawan
Dard se aankhen chaar kar lenge, hum bhi imtihaan de denge ... teri dosti ke khatir aye dost, hum dushmano se bhi pyar kar lenge
Aamir Khan
Log kehte hai apne dushman ko maaf kar dena chahiye ... main bhi yahi maanta hoon ... lekin unhe tadpa tadpake maarne ke baad
Joh bheed mein shikaar kare woh sher nahin thug hota hai ... aur agar dushman tagda ho, toh usse maarne ka mazaa hi alag hota hai
Sanjay Dutt
Kisi insaan ka kadh janna ho, toh pata lagao ke uske dushman kaun hai ... jitna bada dushman, utna bada woh
Ashutosh Rana
Dushman se pyar nibhana har kisi ke bas ki baat nahi hai
Deepika Padukone
Khaak mazaa hai jeene mein ... jab tak aag na lagi ho apne dushman ke seene mein
Akshay Kumar
Don ke dushman ko yeh baat hamesha yaad rakhni chahiye ... ki Don kabhi kuch nahin bhoolta
Don ke dushman ki sabse badi galati yeh hai ... ki woh Don ka dushman hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory