Jung jeeti ya haari jaati hai sirf ek cheez ke basis par ... information
Peeonga, khoob peeonga ... itna peeonga ke seene ka khoon gale tak, aur gale ka khoon bahar tak
Heroes do not choose their destiny ... destiny chooses them
Mera junoon hai sirf mera mulk ... mera Hindustan!
Pathan ko toh sirf do hi baatein aati hai ... hadh se zyada pyar aur behadh nafrat
Seeti toh woh saaz hai joh insaan ke dil se nikalti hai ... aur saason ki taaron se bajhti hai
Main chaal chalta nahi ... aur chalta hoon toh maat nahi khata
Insaan ki haar mein hi sabse badi jeet chupi hoti hai
Apni position se retire hona bahut aasaan hai ... magar apni soch se bahut mushkil
Apun toh bolta hai Goa chal ... mast faadu jagah hai ... udhar tikane ka tequila ... disco mein hilane ka patila
We should use our hands for cause, not just applause
Bure waqt se badi khatarnak koi cheez nahi hai is duniya mein
Raajneeti ke mandi mein joh sabse sasti cheez bikti hai ... woh hai police
Politics is the most lucrative business
Tum jaisi auraton ke pair ke neeche swarg hota hai ... aur aaj kal ki auraton ke pair ke neeche sandal ... joh sadak pe kam aur mardon ke sarr pe zyada chalti hai
Bade baap ka bigda hua beta aksar galat raaste par hi chalta hai
Aasman paane ka khwab dekho ... suraj toh mil hi jayega
Is duniya mein kya galat hai kya sahi hai ... iska faisla sirf uske haath mein hai jis mein faisla leni ki himmat ho, atmavishwas ho, conviction ho
Ekdum bundal, bakwaas aur badtameez chokri ho
Jaise kuch sawaalon ka jawaab nahi hota ... vaise hi kuch jawaabon ka sawaal nahi hota
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory