Jab Rajeshwar dosti nibhata hai, toh afsaane likhe jaate hai ... aur jab dushmani karta hai, toh tarikh ban jaati hai
Raaj Kumar
Yeh Thakur Rajeshwar Singh, itihaas batata nahi ... itihaas likhta hai ... itihaas banata hai
Hum tumhe maarenge, aur zaroor maarenge ... lekin woh bandook bhi hamari hogi, goli bhi hamari hogi aur waqt bhi hamara hoga
Khaash ke tumne hum mein aawaaz di hoti ... toh hum maut ki neend se uthkar chale aate
Sher ko saanp aur bichoo kaata nahin karte ... door hi door se rhengte hue nikal jaate hai
Haq hamesha sar jhukake nahi ... sar uthake maanga jaata hai
Dilip Kumar
Taqat par tameez ki lagaam zaroori hai ... lekin itni nahi ki buzdili ban jaye
Hum kab aate hain aur kab jaate hain ... yeh toh taqdeer banane waale ko bhi malum nahi
Dosti rishton se nahi ... dil se pehda hoti hai
Vivek Mushran
Rajeshwar zameen par rehkar bhi ... aasmaan mein udhta hai
Agar prem ka anth hinsa karti hai ... toh hinsa ka vinash bhi sirf prem hi kar sakta hai
Unknown
Agar yeh kinaare hamari mohabbat ki Ganga ko rokne ki koshish karenge ... toh phir yeh Ganga bhi bhaad bankar in kinaaro ko todh degi
Taqat ke samne mohabbat ke paigambar apni haar maan sakte hai ... mohabbat karne waale nahi
Barood phatkar dharti ko cheer sakti hai ... lekin talaab mein khilne waala phool toh khilta hi hai
Seeti toh woh saaz hai joh insaan ke dil se nikalti hai ... aur saason ki taaron se bajhti hai
Jackie Shroff
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory