Peene ki capacity, jeene ki strength, account ka balance aur naam ka khauf ... kabhi bhi kam nahi hona chahiye
Akshay Kumar
Yeh insaan nahi hai ... yeh toh machine hai ... aaisi machine joh sirf note chaapti hai aur note khaati hai
Amitabh Bachchan
Tu ladki ke peeche bhagega, ladki paise ke peeche bhagegi ... tu paise ke peeche bhagega, ladki tere peeche bhagegi
Salman Khan
Kamata hoon Dirham mein lekin kharachta hoon rupai mein ... khata hoon inki lekin sunta hoon sirf Modi ji ki
Varun Dhawan
Main sirf money bhai ke liye kaam karta hoon
Arrey oh Sambha ... kitna inaam rakhe hai sarkar ham par?
Amjad Khan
Paisa toh har koi kama leta hai ... lekin izzat kamana sabke bas ki baat nahi
Shaurat, naam, kamyabi, paisa, izzat ussi ko milni chahiye jise uski kadar ho ... roti ussi ko milni chahiye jise uski bhook ho
Aditya Roy Kapur
Kalakar sirf taarif ka bhooka hota hai ... paise ka nahi
Jaya Prada
Main paise ke liye kuch bhi kar sakta hoon ... toh sooch main apne pyar ke liye kya kya karoonga
Shahid Kapoor
Main har kaam paise ke liye nahi karta
Ajay Devgan
Yahan sabka ek hi takia-kalaam hai ... hazaar ke note pe Bapu ko salaam hai
Irrfan Khan
Betting ka ussool hai ... paisa lagne ke baad peeche nahi hatte
Danny Denzongpa
Yere yere pausa, tula deto paisa ... paisa saala khota, paus aala motha
Sanjay Dutt
Paisa, paise ko kheechta hai
Emraan Hashmi
Bhagwan ka diya hua sab kuch hai ... daulat hai, shauhrat hai, izzat hai
Nana Patekar
Hum kaam sirf paison ke liye karte hai
Dharmendra
Main aaj bhi phenke hue paise nahin uthata
Bade se bada business ... paise se nahi, ek bade idea se bada hota hai
Jua mein hamesha jeetkar hi nahi ... kabhi kabhi haarkar bhi zyada paisa kamaya ja sakta hai
Kajol
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory