Is zindagi mein sirf do hi sach hai ... ek hai jeevan aur doosra mrityu
Logon ko woh do joh unhe chahiye ... aur unse woh lo joh hum mein chahiye
Aap aur hum uttar aur dakshin ki tarah do dishayen hai ... joh kabhi nahi mil sakti
Sharaab aur daulat in do cheezon ka nasha aaisa hi hota hai ... ki jisse insaan gir hi jaata hai
Ek jungle mein sirf ek hi sher reh sakta hai
Jab khud ke latakne ki baari aati hai na ... toh chehra khud-ba-khud latak jaata hai
Bada kamzarf hota hai woh pyar ... joh apne buzurgon ka khoon bahakar ... apne pyar ke maathe par tilak laga de
Hum woh dariya hai hum mein maloom hai apni taqat ... hum jahan chal padenge rasta ho jayega ... chalna hai toh chalo varna jao bhaad mein ... tu nahi mila toh koi aur ho jayega
Zindagi mein Allah aur maa ke baad is roti ko izzat di hai ... isse main zameen par girakar beizzat nahi hone doonga
Main chahta hoon ki is duniya mein sirf ek hi currency ho ... aur uske saare note mere paas ho
Taqat aisi cheez hai joh agar behisaab ho ... toh saare hisaab bighad jaate hai
Na reham, na maafi ... apun ka ek hich haath kaafi
Jis tarah kuch log doosron ke liye marte hai ... ussi tarah kuch ko doosron ke liye jeena padta hai
Pachees se tees baras tak ki umar ka pyar ... pukhta, sanjeeda, kisi bade maidan ke seene par behte hue dariya ki tarah gambhir aur shaant hota hai ... aur bees se ekkees ki umar mein ... kisi oonchi pahadi se girta hua apsar ki tarah gungunata hua, athkeliyan sa karta hua ... aur pandra se solah ki umar mein ... paakh, bechain, apne ird-gird ki har cheez se laparwah ... bilkul aapki tarah
Is dharti par jab jab paap padta hai ... tab tab paapiyon ka naash karne ke liye koi na koi paida ho hi jaata hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory