Yeh roz subah jaldi uthte hai murge ki tarah ... phir aada adhoora khate hai kauve ki tarah ... phir breakfast karte hai bandar ki tarah ... phir office ko daudte hai ghode ki tarah ... phir kaam karte hai gadhe ki tarah ... phir ghar aakar daru peete hai machli ki tarah ... phir mujhpe bhaunkte hai kutte ki tarah ... phir khana khate hai magarmach ki tarah ... aur uske baad taange phaila ke soo jaate hai bhainso ki tarah ... dekho kaise ghoor rahe hai ulle ki tarah
Madhuri Dixit
Udta teer backside ghuste bahut baar dekha be ... pehli baar udta backside teer mein ghusega
Ritesh Deshmukh
Aaj ke zamane mein mard hona hi ek tragedy hai, tragedy ... apne mummy ke saamne wife se pyar se baat karo toh joru ka ghulam ... wife ke saamne mummy se pyar se baat karo toh maa ke pallu se banda hua ... apne bachon ko maaro toh nirdayi ... aur kuch na kaho toh laparwah ... poore din ghar ke bahar raho toh aawara .. ghar ke andar behto toh naakara ... apni Mrs. se job na karao toh shakki ... aur karvao toh biwi ki kamai khane wala ... yehi ladies ko by mistake haath bhi lag jaye toh hum zalim ... aur yehi ladies apunko peete toh hum nalle
Anil Kapoor
Apun toh bolta hai Goa chal ... mast faadu jagah hai ... udhar tikane ka tequila ... disco mein hilane ka patila
Jackie Shroff
Bhuji ko raakh kehte hai, jali ko aag kehte hai ... jisne tumhe bachaya usse Lallan ka dimaag kehte hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory