Kutte ki tarah jeene ki aadat padhi hai sabko
Nana Patekar
Kiski majaal joh chede dilair ko ... gardish mein gher lete hai geedar bhi sher ko
Akshay Kumar
Bali hamesha bakre ki di jaati hai ... sher ki nahi
Sunny Deol
Insaan bhi pehle janwar tha ... sadiyan lagi usse janwar se insaan banne mein ... lekin tujhe insaan se janwar banne mein zara bhi waqt nahi laga
Rohini Hattangadi
Saanp ke phan se pichwada mat khujao ... zeher phail gaya toh septic ho jayega
Dhanush
Basanti in kutto ke samne mat nachna
Dharmendra
Sher se hal chalaoge toh kisaan toh marega hi
Emraan Hashmi
Mard banne ka itna shauk hai ... toh kutto ka sahara lena chhod de
Hum kutton se baat nahin karte!
Raaj Kumar
Aapko dekhte hi ... main jal bin machali, nritya bin bijli ban jata hoon
Shahrukh Khan
Kutton ka jhund kitna bhi bada ho ... uske liye ek sher hi kaafi hota hai
Ajay Devgan
Aam aadmi sota hua sher hai ... ungli mat kar ... jaag gaya toh cheer phaad dega
Salman Khan
Bootiyan nochne waala geedar ... gala phadne se sher nahin ban jaata
Yeh haath hai ki hathoda ... keedon ki basti mein kaunsa aa gaya makauda
Paresh Rawal
Jhund mein toh soovar aate hai ... sher akela hi aata hai
Rajinikanth
Pinjare mein aakar sher bhi kutta ban jaata hai
Maidan mein khule sher ka samna karoge ... tumhare mard hone ki galatphami door ho jayegi
Cheeteh ki chaal, baaz ki nazar aur Bajirao ki talvar par sandeh nahi karte ... kabhi bhi maat de sakti hai
Ranveer Singh
Kabab mein haddi toh suna tha ... yeh saala poora bakra kahan ghus aaya
Anil Kapoor
Udne ki baat parinde karte hai ... tutte huye par nahi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory