Waqt hai ... waqt se pehle sambhal jao
Shatrughan Sinha
Cricket ho ya pyar ... agar timing sahi nahi hai toh kuch nahi hai
Emraan Hashmi
Aakhri chand second hi toh haar aur jeet ka faisla karte hai
Mamik Singh
Zindagi aur waqt ka dariya aaisa hai ... aadmi ek baar usse laang jaye toh phir kabhi vapas nahi aa sakta
Madhubala
Nail polish kisi bhi time lagana ... har ladki ka birthright hota hai
Priyanka Chopra
Zaroori nahi hai ki har baat har waqt doosron ko batayi jaye ... har baat batane ka ek sahi waqt hota hai
Katrina Kaif
Woh chahe hazaaro ghadiyaan khareed le ... magar unmein woh sirf waqt ko dekh sakte hai ... waqt ko ghulam nahi bana sakte
Unknown
Aaj itni derr ho gayi ... kabhi darwaze ko dekhte the kabhi waqt ko ... na tum aate the na waqt jata tha
Vyjayanthimala
Waqt ke aage kisi ki nahi chalti ... isliye waqt par hi chod dijiye
Alok Nath
Main hamesha ek second aage rehta hoon
Kay Kay Menon
Waqt aane de bata denge tujhe aye jahaan ... hum abhi se kya bataein, kya hamare dil mein hai
Kangana Ranaut
Kismat se thoda sa waqt ... aur waqt se thodi si kismat churane aaya hoon
Harman Baweja
Ek waqt par main sirf ek hi kaam karta hoon ... jab peeta hoon toh khoob peeta hoon ... aur jab duty karta hoon toh sirf duty karta hoon
Om Puri
Galat waqt mein insaan galat faisla leta hai
Irrfan Khan
Abhe tu Titanic waali ko dekh le ... chal maana ki lakdi pe ek aadmi ke fit hone ki jagah thi ... toh pandra-pandra minute ki baari nahi le sakte the
Kartik Aaryan
Kya mazaa baar baar milta hai tumhe humse rooth jaane mein ... roothne mein lagti hai do ghadiyan, umar kat jayegi manane mein
Juhi Chawla
Agar samay manushya ka mitra ban gaya, toh jeevan mein bahut upar pahunchata hai ... lekin agar shatru ban gaya, toh hamesha ke liye upar pahunchata hai
Amole Gupte
Aandhi jab chalti hai na ... toh haath chhodne ka nahi, haath thaamne ka waqt hota hai
Ashutosh Rana
Taqdeer guzre hue kal aur aane waale kal ke beech ka hi doosra naam hai ... kismat in do palon ki beech mein hi apna faisla sunati hai
Sara Loren
Lakh baando tum hum mein zanjeer se ... waqt par niklenge phir bhi teer se
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory