Filmy Quotes
Dialogues, Lyrics & More

Home

Movies

Stars

Singles

Categories

Roles

Evergreen

Quiz

Support

Zakhm

Release Year - 1998
# 1
Meri pehchaan tum dono ki zindagi mein ek zakhm hai
My identity is a wound in both of your lifes
# 2
Aandhi jab chalti hai na ... toh haath chhodne ka nahi, haath thaamne ka waqt hota hai
When there is a storm blowing ... then it's the time to hold a hand, not to leave it
# 3
Jab bura waqt aata hai na ... insaan ko apne kadh se ooncha sochna chahiye
When bad time comes ... a human should think higher than his stands
# 4
Maa aur mulk badle nahi jate
One does not change their mother and country
# 5
Hamari zindagi hamari hote huye bhi hamesha hamari nahi hoti hai ... hum mein woh zindagi bhi jeeni padti hai jise jeene ki log humse umeed karte hai
Our life being ours is still not always ours ... we also have to live the life what others expect us to live
# 6
Duniya ka koi bhi dharm ... ek bete ko apni maa ki aakhri ichcha poori karne se nahi rok sakta
No religion of this world ... can stop a son from fulfilling his mom's final wish
# 7
Aakhri waqt pe toh dushman bhi saath deta hai
At the last moment even an enemy gives support
# 8
Arey bewakoof, kuve ka pani peena hai toh jaake kuve pe pee ... ghar mein kyun kuva khod raha hai tu?
You fool, if you want to drink the water from the well then go to the well and drink ... why are you digging a well inside the house?
# 9
Baat dushman ne kahi hai ... par baat bilkul sahi hai
The point is made by the enemy ... but the point is exactly right
Copyright © FilmyQuotes.com