Milan ke bina love story poori nahi hoti ... par joh poori nahi hoti, kya woh love story nahi hoti?
Mere kuch sapne the, apne sapne the ... par tumse milne ke baad ... tumhare khwab mere khwab ban gaye ... tumhari zindagi meri zindagi ban gayi
Woh dil hi kya joh dhadke na ... woh chunni ki kya joh sarke na ... woh soorma ki kya joh rarke na ... te woh yaar hi kya joh yaar ke liye tadpe na
Kuch te aankhan di pardedaari rakh, chahe pyar tu udhaar hi rakh ... phone toh tu karda nahi hai, meri jaan missed callan de maari rakh
Ek hi waqt har insaan ke liye alag hota hai ... kisi ke liye achcha hota hai, toh kisi ke liye burra hota hai
Khichdi ke hai dost char ... dahi, papad, mirchi, aachar
Agar hum kisi ke liye deewane ho gaye ... toh yeh koi zaroori toh nahi ... ke woh bhi humare liye deewana ho jaye
Jahan chanda hoga wahan chakori hogi ... jahan thali hogi wahan katori hogi ... aur jahan tu hoga wahan main hongi
Hum hai dui-dhari talwar ... aaisan karenge vaar ... zindagi kar denge tohri bekaar
Do kamzoor insaan ek kamyaab zindagi nahin bana sakte
Zindagi kismat aur timing ka khel hai bas
Politics mein har kaam prem aur shanti se kiya jaata hai
Chappad phad ke de sakti hoon ... aur chappal phad ke bhi
Hamare bandhan ke samne maine maatha teka hai ... ghutne nahi teke hai
Kya mazaa baar baar milta hai tumhe humse rooth jaane mein ... roothne mein lagti hai do ghadiyan, umar kat jayegi manane mein
Jab tum mere paas nahi hote toh mera dil nahi lagta ... aur jab pass hote ho toh mera jee nahi bharta
Tumhari zabaan chahe joh kahe ... main tumhari aankhen padh sakti hoon
Kabhi kabhi bachcho ko samjhane ke liye khud bachcha banna padta hai
Woh shaadi karke chali jayegi ... saath mein tumhari kismat bhi dhal jayegi
Chale jao wahan, jahan le jaye naseeb ... pehle milaya tha, phir le aayega kareeb
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory