Waqt halaat badalte hai ... aur halaat insaan
John Abraham
Humara bhala karke woh hum mein bata gaye hain ... ki waqt aane par woh humara kitna bura kar sakte hai
Unknown
Jab bura waqt aata hai na ... insaan ko apne kadh se ooncha sochna chahiye
Ashutosh Rana
Yeh raat ko teen se paanch ka joh waqt hota hai na ... woh bilkul Kumbhkaran ka time hota hai
Satish Shah
Waqt waqt ki baat hai ... aur mera waqt badal raha hai
Neil Nitin Mukesh
Kehte hai doodh ka jala chaas bhi phoonk phoonkar peeta hai ... lekin aadmi ka waqt bura ho toh ice-cream se bhi mooh jal jaata hai
Bandh ghadi bhi chaubees ghante mein do baar sahi waqt dikhati hai
Salman Khan
Insaan ka jab waqt pura ho jaye ... toh kadam khud ba khud wahan pahuncha dete hai ... jahan maut bahen phalye uska intezar kar rahi ho
Amrish Puri
Har kahani ka happy ending ho sakta hai ... agar sahi waqt par end kardo toh
Saif Ali Khan
Teri kahani se mujhko ek sabak mila hai ... ke waqt se pehle aur taqdeer se zyada kisko mila hai ... uska insaaf dekh ke yeh lazmi hai yeh kehna ... waah tera kya kehna, waah tera kya kehna
Kader Khan
Agar waqt ke saath nahi chalenge to raund diye jayenge
Kaam karna ho ... toh waqt ka mooh nahin dekhna chahiye
Amol Palekar
Woh pyar hi kya joh samay ke parivartan ke saath badal jaye
Parikshat Sahni
Waqt aur taqdeer se jeetna bahut mushkil hota hai
Har tasveer ek lamhe ko giraftar kar leti hai
Uttara Baokar
Aye khaak nasheeno uth baitho, woh waqt kareeb aa pahuncha hai ... jab takht giraye jayenge, jab taj uchaale jayenge
Shreyas Talpade
Waqt ne teri yadasht ko bhale hi khokla kar diya ho ... lekin tera diya hua har zakhm meri maa ke dil mein utna hi taza hai ... jitne mere daaman par mere baap ke aasoon
Ajay Devgan
Pyar mein waqt ki koi seema nahi hoti
Waqt sabse bada marham hota hai
Raveena Tandon
Guzra hua waqt aur aane wala waqt ... dono ko kal kehte hai ... yeh faisla humein karna hai ki hum kis kal mein rehna chahte hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory