Aurat pyar ke liye mard ke saath sooti hai aur mard soone ke liye pyar karta hai
Taqdeer guzre hue kal aur aane waale kal ke beech ka hi doosra naam hai ... kismat in do palon ki beech mein hi apna faisla sunati hai
Kabhi kabhi sach ko bhi apna wajood sabit karne ke liye khud se hi ladai ladni padti hai
Woh nahi mere paas magar usse mohabbat hai toh hai ... yeh agar rasm-o-riwazon se bagavat hai toh hai
Kitna pyar hai tumse yeh jaan lo ... tum hi zindagi ho meri is baat ko maan lo ... tumhe dene ko mere paas kuch bhi nahi ... bas ek jaan hai, jab jee chahe maang lo
Kuch kahaniyon ka adhoorapan hi unka anth hota hai ... sab kuch toh kabhi poora nahi hota ... poora bhi kahin adhoora hi reh jaata hai
Zindagi har pal badalti hai ... aur har pal mein sab kuch badalkar rakh dene ki taqat hoti hai
Pyar ke rishtey se zyada galat dard ka rishta hota hai
Bas paisa apna jaani ... baki sab cheeni kam pani
Kab kaha maine ke woh mera ho jaye aur main uski ... gair na ho jaye, itni si hasrat hai toh hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory