Joh baant ke khaate hai ... unki sehat achchi aur umar lambi hoti hai
Ek hawa ka jhonka aaya toota dhaali se phool ... na pavan ki na chaman ki, kis ki hai yeh bhool
Jahan loyalty ki baat uthti hai ... wahan yeh royalty ko bhi nahi chhodte
Main har ghadi, har minute, har second paise kamana chahta hoon
Apna hone se koi apna nahi hota ... apno ko apnaane se ... apna, apna hota hai
Purana kaam chhodne se purani dushmani nahi choot jaati
Beeta hua kal toh ek khwab hai ... uska na koi chehra hota hai na wajood hota hai ... sach toh sirf tumhara aaj hai aur tumhara aane waala kal
Ghar science se nahi ... home science se chalta hai
Maal hai aur malamaal bhi hai!
Agar kisi ki zindagi ka bhoj badhana ho ... toh apna poora aitbaar uske kandhon par daal do
Khuda ko manaa nahi, jaana jaata hai
Hindustan ka sipahi jung ka maidan do hi suraton mein chhodta hai ... ya toh jeet haasil karke ... ya desh ke liye kurbaan hoke
Jinke apne bistar doosron ke ghar laga karte hai ... woh teesron ke ghar ki chaddar gina nahi karte
Joh hamara taraf aankh uthayega, hum uska aankh phod dalega ... joh saala awaaz uthayega, hum uska zubaan kaat dalega ... aur joh sar uthayega, uska sar todh dega
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory