Agar hota koi bhai ka beta toh woh hum mein kehta chacha ... aur agar bhai hi na ho toh aaya kahan se yeh bhatija
Dinesh Hingoo
Idea aur papad ek jaise hai ... thanda parne padh bekaar ho jaate hai
Unknown
Shaadi ke bagair aadmi adhoora hota hai ... aur phir poora ho jaata hai
Satish Shah
Gaadi aur meri aadat kuch milti jhulti hai ... chalte chalte chalti hai aur rukte rukte rukti hai
Deven Verma
Dhak ki tiki, dhak ki tiki, dhak ki tiki ... dhaa!
Shakti Kapoor
Tan-e-tanha zindagi se bezaar, ek ladki se kiya pyar ... usse mila na iqraar, na bani woh dildar ... bas yeh cigarette hai wafaadar, woh bhi hai baldaar
Kader Khan
Dane dane par likha hai khane waale ka naam ... woh teri hai aur teri hi rahegi subah shyam
Dhumal
Khili thi dhoop-e-harsam aur pani barasta tha ... jab tu paida hua toh teri maa roti thi aur baap hasta tha
Mehmood
Tum logan phukat ke chaiyan, phukat ke cigarettan, phukat ke butte khake ... mereko bambu ghused rahe
Jab tak chance rahega baki ... main nahi bandwaonga rakhi
Bambai mein kaam kam hota hai hartaalein zyada hoti hai ... kabhi taxi waalon ki hartaal, kabhi bus waalon ki hartaal, kabhi mill waalon ki hartaal ... aur kabhi hartaal ka kaaran na milne par hartaal ko practice karne ki hartaal
Asrani
Pehle tolo ... phir bolo!
Dil pe jiska til hota hai na ... woh bahut open minded hote hai
Gulshan Devaiah
Jiski ek biwi uska bhi bada naam hai ... washing machine ghar te lalo, te dhobi da ki kaam hai
Sanjay Dutt
Apne paap maqsad se is kadar hath gaye ... phadna tha dushman ko, khud hi phat gaye
Deepak Shirke
Zubaan ka upyog mat karo ... don't try to wag your tongue between the teeth of your mouth
Mahesh Manjrekar
Ghar mein Baywatch aur disco mein gaywatch
Kisi ka pati doctor hota hai, kisi ka pati contractor hota hai ... mera pati toh calculator hai
Tum jaisi biwiyan old case ho jaati na ... toh itna bhadakne lagti ... showcase mein rakhne layak nahi rehti
Govinda
Andhi kandil ke toottele minar ... teri aakhiyon ki battiyon mein tel khalas hue kya
Raveena Tandon
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory