Mein ek nanha sa, pyara sa, chota sa bachcha hoon
Crime master Gogo naam hai mera ... aankhen nikaal kar gotiyaan khelta hoon main
Main hoon Nandu sabka bandhu
Mera naam hai Chutiya ... aachoon aachoon ki khadi karta hoon main khatiya
Bhabhijaan, aap hum mein apnaye na apnaye ... hum aapko mooh dikhayi mein mile hai
Main aaya hoon yahan par tere liye ... aur tu banayi gayi hai mere liye
Aaya hoon, kuch to loot kar jaunga ... khandani chor hoon main, khandani ... Mogambo ka bhatija, Gogo
Itne barson ke baad aaj tu mujhe mila ... khush hone ke bajaye seedhe aag ughalne laga
Jab koi bachcha nahin sota, to uski maa kehti hai ki ... soja soja soja nahin toh Gogo aa jayega
Samajhta nahi hai yaar
Yeh Teja Teja kya hai ... yeh Teja Teja
Suraj paschim se nikal sakta hai ... chandni aag barsa sakti hai ... lekin tujh jaisa mujrim kabhi nahi sudhar sakta
Bhaisaab dete hai gali pe gali ... lagta hai jana padega mujhe Kullu Manali
Apun ke dhande ke andhar rishta nahi ... fayda soocha jaata hai
Kanoon jazbaat ki nahi sabooton ki zabaan sunta hai
Jab tak kamyabi ki khushi baantne waala koi apna na ho ... toh us kamyabi ki khushi ka maqsad hi kya hai
Rajneeti mein sabse ahem cheez hoti hai timing
Deewane ka dimaag hai khali ... bina hope ke hi duniya basa li
Langoor ki dumm par angoor ki bail ... ab main nikaalonga mujrimon ka tel
Yeh duniya bahut badi aur lambi hai ... magar Dhanraj ke haath usse kahin zyada bade aur lambe hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory