Beti pati ke pallu se pallu bandhkar agni ke jitne phere leti hai ... baap ka haq utna hi gunah kam ho jaata hai ... aur pati ka haq utne hi gunah zyada
Meri mohabbat ek chutki bhar sindoor ki mohtaj nahi
Gehre se gehra zakhm bhi itna dard nahi deta ... jitna aaj tumne mujhe diya hai
Yeh kya badi badi aankhan leke tukur tukur dekhri ... teri gardan chicken ke jaise kaatko, chicken biryani mein daalti
Mai Hyderabad ki potti ... aankhan nikaal ke goti khelti goti
Aaj ke baad mere ilaake mein rehne waalon ke liye sirf do jagah hai ... kanoon ki izzat karne waalon ke liye khuli chatt ... aur kanoon ki lakeer par paon rakhne waalon ke liye jail ki char deewari
Woh is duniya se alag toh nahi ... lekin unka pyar is duniya se alag hai
Kuch log aaise hote hai joh pehli baar milne pe bhi ajnabee nahin lagte
Pyar ki buniyaad kisi ki madad ya sifaarish ki mohtaj nahi hoti ... yeh toh dilon se dilon ki dhadkan hai joh rishton mein badal jaati hai
Aankhen andar ka haal bata deti hai ... sirf padne wali nazar honi chahiye
Train mein safar kiya, plane mein safar kiya, caron mein safar kiya ... magar kisi bhi safar ka itna mazaa nahi aaya jitna in baahon ke safar mein aa raha hai
Joh talwaron se bach jaate hai ... woh aksar phoolon se kat jaate hai
Na surat, na huliya, na shakal ... aur ladki ko kehta hai pyar karne bahar chal
Apno ko milne ke liye time nikalna padta hai
Waqt sabse bada marham hota hai
Inki gardan kaatku, kundi banaku, phool naku sajai ... toh mai bhi Hyderabad ki nahi
Andhi kandil ke toottele minar ... teri aakhiyon ki battiyon mein tel khalas hue kya
Arre ubalte hue chawal ke thande jhaag waale paani ... budhape mein uddiyan maarre kya?
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory