Kisi ki zindagi tabah karni ho ... toh unhe zinda rakhna zaroori hai
I fuck the people who fuck with me!
Kabaadi brand yeh Rajadi, kaminey kache khiladi ... actually andhar se anaadi, udhayen daari aur pehen le saree
Insaan kayi baar shaadi kar sakta hai lekin sacha pyar sirf ek baar hota hai ... aur bade lucky hote hai woh log jinhe junooniyat ka pyar milta hai
Dost do kisam ke hote hai ... ek woh jinhe raat ke do bajhe bhi phone kiya ja sakta hai ... and you know ki they will be there for you ... aur doosre woh jinhe raat ke do bajhe hi phone kiya jaata hai
Love aur sex ke beech mein na confuse nahi karna chahiye ... it's a physical need
Tere paas bungla hai, gaadi hai, bank balance hai, sab kuch hai ... lekin mere paas maal hai
Duniya mein sabse zyada illegal cheez kya hai malum tereko? ... tere jaisa middle class hona
Pyar ko wahan nahi dhoondte jahan woh hota nahi hai ... aur jahan woh hota hai wahan chupaya bhi nahi ja sakta
Drugs ka paisa khoon ki tarah hota hai ... saare system mein daudta hai
Kya socha tu ... MC ya BC ... middle class ya business class ... in ya out?
Smell the needs of a woman ... vaas lene ka
Mere type ke logon ko vaasu kehte hai
Dil pe jiska til hota hai na ... woh bahut open minded hote hai
Dil joh karta hai woh kyun karta hai ... yeh toh bas dil hi jaanta hai
Jinke saath main yeh sab karta tha na woh sab party pack the ... yeh family pack hai
Nazar gul toh goti gul
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory