Hum itna din se apply apply aap no reply ... aaj hum apply nahin aaya aap reply
Fakira khada dukaan par, maange sabki khair ... na kahu usse dosti, na kahu usse bair
Yeh duniya than-than gopal ki hai ... jiske paas rupaiya nahi woh kuch nahi
Mere paas car hai lekin main phir bhi bekaar hoon
Kutte aur aadmi ki nasal kaan kheench kar hi pata chalti hai
Yeh aap log taaliyan baja rahe hai ... yah rummy ke patte baant rahe hai
Main bewda us waqt peeta hoon jab mereko gaanja nahi milta ... aur gaanja us waqt peeta hoon jab mereko afeem ki goli nahi milti ... aur goli main us waqt khata hoon jab mereko Campa Cola jaisi bottle waali koi potti na mile
Khili thi dhoop-e-harsam aur pani barasta tha ... jab tu paida hua toh teri maa roti thi aur baap hasta tha
Har dam duayen dena, har lamha aahen bharna ... unka bhi kaam karlo aur apna bhi kaam karna
Main all in one hoon ... main driver ka motor hoon ... main coach van ka ghoda hoon ... mail maali ka bhageecha hoon ... main kitchen ka bawarchi hoon
Agar ek biwi chali gayi toh doosri biwi mil sakti hai ... chattees saas sasure mil sakte hai ... magar ek sacha dost nahi mil sakta hai
Raat bhar anda pakaya, phir bhi woh kacha reh gaya ... mar gaye shayar, lekin ullo-ka-patha reh gaya
Agar koi jawan potti jawan potte ko maarengi toh ... potta mar jayenga lekin potte ka dil joh hai fadhakta rahenga ... fatafat-fhat fatafat-fhat
Jise mile qadardan aaisi sundar ... woh prani hai naseeb ka sikandar
Yeh whiskey soda agar aap peeyega ... toh whiskey soda andar aur aapka dum bahar
Haath kangan ko aarsi kya ... joh Urdu padhe uske liye Farsi kya
Sookha jungle, geela parbat, jadugar ki kasam ... ek kadam bhi aage aaya, ho jayega bhasam
Moti chachi, lamba chacha jab aayenge home ... patthar jaisa dil dono ka ban jayega maum
Petrol ka bhav badh gaya ... tarkaari ka bhav badh gaya ... tera bhav bhi badh gaya kya?
Inhe aaisa kadva aadmi hai ki agar ganderi khake thukenga ... toh uspe makkhi bhi nahi behethengi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory