Aadhe idhar jao ... aadhe idhar jao ... aur baaki hamare saath aao
Hum angrezon ke zamaane ke jailor hai
Guzarta hua waqt bade se bade masle ko suljha deta hai
Hamari jail mein surang?
Hamare jasoos is jail mein charon taraf failay hue hai
Woh toh aaise chipak gaye hai ... ki agar censor dekhle toh kainchi chala de
Teri aankhon mein doobun, ya teri palkon se khel karun ... ya kho jaun teri zulfon ke jungle mein, ya apna dil rakh doon tere komal pairon ke neeche ... ab shuru kahan se ho jaun, yeh nahi samjh mein aata hai ... is beautiful manzar ke aage kiska bas chal pata hai
Ache waqt ki kadhar ... burre waqt ke baad hi hoti hai
Muscular, popular, spectacular and ... bachelor
Kabhi kabhi joh aankhon se dekha jaata hai woh sach nahi hota ... aur joh kaano se suna jaata hai woh bhi sach nahi hota ... sach woh hota hai joh tehkikaat aur jaanch partal karke jaana jaata hai
Share bazar mein lute huye vyapari ki tarah roiye ... club mein haare huye juari ki tarah roiye ... signal pe bheek maangte huye bikhari ki tarah roiye ... magar roiye, please roiye
Haathi chale bazar ... kutte bhaunke hazar
Pati patni ki narazgi garmiyon ki barsaat ki tarah hoti hai ... joh hamesha nahi rehti
Bhagwan bahut acha hai tu, naari kya cheez banayi hai ... isko koi samajh na paya hai, sab duniya chakkar khayi hai ... arre yeh chakkar hi toh sab kuch hai, baki toh aata jaata hai ... woh yowan chullu mein layi, yeh ullu sher sunata hai ... is beautiful manzar ke aage kiska bas chal pata hai
Woh roj raat ko naye ghat ka pani peeti hai
Lagta hai tum aasman se tapki ho ... upar se neeche aakar zameen par chamki ho ... uparwaale ne kya super kaam kiya hai ... tujhe fursat mein bana diya hai
Cheena jhapti, loot-mar, atyachar, brashtachar, balatkar ... aaisa koi paap nahi joh is manav ne nah kiya ho
Agar kabhi phir se shaadi karoonga toh aaisi khubsoorat ladki se ... joh hotel mein entry kare toh lage Sridevi, drawing room mein behti ho toh Madhuri Dixit, aur andar ke room mein ho toh Kimi Khaatpar ... matlab Katkar
Tere nainon ki khidki se yeh mujhko kaun bulata hai ... chandni ishara karti hai aur chand sitaar bajata hai ... pagalpan mein kuch kar baithun toh doshi mujhko mat kehna ... is beautiful manzar ke aage kiska bas chal pata hai
Bhool jao sab taaron ko, phoolon ko, bahaaron ko, aur yaad karo pehla chumban joh aag bhi tha aur sheetal bhi ... ab toh bas tum ho, roop tera, yowan tera, masti teri ... ab toh bas meri saansein hai teri palkon ko sek rahi ... bas do shareer ho jaye ek, dil itni baat manata hai ... is beautiful manzar ke aage kiska bas chal pata hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory