Music mere liye tarakki ki CD (seedi) hai
Ritesh Deshmukh
Tu bola main bada main bada main bada ... sara shehar mere lafde mein pada ... main poochon tu kaika bada ... tu toh ladki dene ke liye mere peeche pada
Govinda
Aaisa mat kar havaldaar ... mujhko andhar mat kar mere yaar ... mera bhai hai bada shakti shali ... baja dega woh teri taali ... uske baad tera ho jayega mota pet khali
Shakti Kapoor
I love you ... do you love me? ... haan bolti toh you ... varna bahut hai in the queue
Is jahaan mein aaye ho toh kuch aaisa karo kadardaan ... ke jis gali se guzro toh awaaz aaye, abbajaan abbajaan
Sanjay Dutt
Ghis jaonga, pitt jaonga ... ek baar haan kehdo, tumhare pyar mein mitt jaonga
Bobby Deol
Tairna hai toh samundar mein tairo, talaabo mein kya rakha hai ... aur joh ishq karna hai toh mujhse karo, janaaniyo mein kya rakha hai
Sanjay Mishra
Kamine ka bhai kutta kamina hota hai
Sharman Joshi
Ek baap das bachche paida kar sakta hai ... lekin das bachche milkar ek baap nahi bana sakte
Amrish Puri
Meri maa ke haath ka banaya halwa ... ajab hai uska jalwa
Anil Kapoor
Karz tumhara aur farz hamara?
Satish Shah
Laaton ke bhoot baaton se nahi maante ... "Ghosts of the kicks not listening to the talks"
Javed Jaffrey
Tere phone ke cell na zyada hi charge ho rakhe hai
Unknown
Hum log ki race mein ghoda bhaagta hi nahi hai ... girata hai
Amole Gupte
Tune mujhe suffering di ... maine tujhe ring di
Rajkummar Rao
Environmentalist ... environment kam mentalist zyada
Imran Khan
Agar good news nahi suna ... toh tera family bad news sunega
Prakash Raj
Chicken aur chicks ... the two "Meows" of life
Tum joh khayali pulav pakka rahe ho na ... main bas us mein thoda sa dum bhar raha hoon
Meri biwi toh space mein ghumti us satellite ki tarah hai ... joh chaubeeso ghante mere sar par mandrati hai aur mujhpar nazar rakhti hai
Vivek Oberoi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory