Tum nahi ho toh khum aur sagar-o-meena kya hai ... rasam-e-maikhana nibha lete hai peena kya hai ... hum barasti hui boondon mein jale hai barso ... humse pooche koi savan ka mahina kya hai
Kader Khan
Kabhi kabhi joh aankhon se dekha jaata hai woh sach nahi hota ... aur joh kaano se suna jaata hai woh bhi sach nahi hota ... sach woh hota hai joh tehkikaat aur jaanch partal karke jaana jaata hai
Asrani
Tum jaise logon ne is desh ki sampatti ka sarvanash kiya hai ... is desh ki khushali ko barbaad kiya hai ... tum is desh ke gaddar ho
Unknown
Main unse aaisa bayanak badla loonga ... ki doosri bar janam lete hue unki maa ki kook tadhtada jayegi ... unki zindagi ka ek ek din barbaadi ka din bana doonga
Madhoo
Hisaab kitaab ke tarazu ke dono palhalde agar barabar nahi hue na ... toh main apna ek account kholta hoon ... aur uska naam hai dhulai account
Mithun Chakraborty
Tan-e-tanha zindagi se bezaar, ek ladki se kiya pyar ... usse mila na iqraar, na bani woh dildar ... bas yeh cigarette hai wafaadar, woh bhi hai baldaar
Jaise samundar ki lehron ko koi pakad nahi sakta ... us hi tarah zabaan par aaye geet ko koi jakad nahi sakta
Lalach ke samundar mein dubki lagakar, baimaani ke pani se nahane waale kutte ... pehchan, pehchan main kaun hoon?
Jab dil se dil ka milan hota hai ... toh zubaan nahi dil bolte hai, dhadkane bolti hai, ehsaas bolte hai
Is maahol ko mann mein dubaiye ... andar se lehar uthaiye ... aur hoothon se geet gungunaiye
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory