Ithihaas ko likhne wali kalam haari huyi ungliyon mein nahi ... vijay huyi haathon mein hoti hai
Saif Ali Khan
Dhas jaye yeh dharti ya chatak jaye aakash ... nyay ke haathon hokar rahega anyay ka sarvanash
Prabhas
Aaj mere liye mat ladna, apne liye ladna ... us din ke liye ladna jab hazaron varshon baad tumhari gaathayein sunakar maayein beton ko bada karengi ... us din ke liye ladna jab Bharat ki kisi beti par haath daalne se pehle durachari tumhara paurusheya karke tharra uthega ... us din ke liye ladna jab ithihaas mein tumhara naam padhkar, samaan se sar jhuk jayenge ... mere liye mat ladna, apne liye ladna, apni maryada ke liye ladna
Kapda teri Lanka ka, tel teri Lanka ka, aag teri Lanka ki, aur jalegi bhi teri Lanka hi
Unknown
Ravan, aa raha hoon main ... aa raha hoon nyay ke do pairon se anyay ke das sar kuchalne ... aa raha hoon apni Janki ko le jane ... aa raha hoon adharam ka vinash karne
Dharam aur adharam ke yudh mein joh nishpaksh rehta hai, usse bada aur koi apradhi nahi
Satya pareshaan ho sakta hai, parajit nahi
Raghupati Raghav Raja Ram bol aur apni jaan bacha le ... varna aaj khada hai, kal leta hua milega
Jis chaukhat se sanyasi khaali haath lautta hai, saubhagya bhi woh chaukhat chhod deta hai
Paap kitna bhi balwaan kyun na ho, anth mein jeet sach ki hi hoti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory