Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch haarna bhi padta hai ... aur haar kar jeetne waale ko baazigar kehte hai
Shahrukh Khan
Udne ki baat parinde karte hai ... tutte huye par nahi
Ab sailaab aayega Madan Chopra ... sailaab aayega
Burai milne mein nahi hai ... burai chup chupkar milne mein hai
Kitaabein mehbooba se behtar hoti hai ... atleast intezaar toh nahi karwarti
Daud zindagi ka ho yah motor car ka ... maine kabhi haarna nahi seekha
Dalip Tahil
Naam badalne se ... insaan ka chehra aur uska jurm nahi badal jaata
Kajol
Tumhari haalat ek us aphahij jaisi ho gayi hai ... jisse chalne ke liye baisaakhi ki zaroorat toh hai ... lekin usse pakadne ke liye haath nahi hai
Ab har cheez meri hai ... aur har cheez ka maalik main hoon
Maa bete ka bhavishya chunti hai, duayen chunti hai ... uske jism ke tukde nahi
Rakhee Gulzar
Tune mujhe power of attorney nahi ... apni taqdeer ka woh kohra panna de diya hai ... jis par main jab chahoon teri barbadi ka ithihaas likh sakta hoon
Zindagi mein tu kabhi sukhi nahi ho sakta ... mere bachchon ki hai tera sukh chain sab kuch cheen legi ... tu tabha ho jayega ... yeh ek maa ki baddua hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory