Aandhi roke toh hum toofan ... toofan roke toh hum aag ka dariya
Apni dharti, apna raaj ... Chhatrapati Shivaji ka ek hi sapna ... Hindu swaraj
Bajirao ki raftaar hi Bajirao ki pehchaan hai
Agar jigar ki jagah jigar hai aur jigar mein dum hai ... toh rok le aake
Ab dushmani nibhayenge ... pyar se
Hum gunday hai ... na aaj tak kisi ke haath aaye hai ... aur na aayenge
Pehli baar mein sabse zyada mazaa aata hai
Tere dil mein soya tha, kyun utha diya ... card kahan se nikla, ke number mila diya
Bajirao ne Mastani se mohabbat ki hai ... ayyashi nahi
Hum toh falak ke taare the ... zameen pe aaye toh pehchaan payi, mazhab paya, rang paya, zubaan payi ... hum nikle the jannat dhoondne ... par har modh pe, har makaam pe, nafrat jung aur sarhad payi ... par apne tevar ka sikka ek din chalega zaroor ... khoon ubaal marega zamana badlega zaroor ... khud ko buland karenge ... rab ke bandhe hai hum ... gunday the, gunday hai, gunday rahenge hum
Cheeteh ki chaal, baaz ki nazar aur Bajirao ki talvar par sandeh nahi karte ... kabhi bhi maat de sakti hai
Meri mardangi ke bare mein aap gaon ki kisi bhi ladki se pooch sakte ho ... report achchi milegi
Jitni tu garam hai ... utna tera bistar naram hai
Jeeonga toh tere saath ... maroonga toh tere haath
Name toh kamaal che ... par surname bawaal che
Don shok nahi manate, sirf jashan manate
Hamare dil ek saath dhadakte hai ... aur ek saath rukte bhi hai
Tere se milke aaise bhaaga ... rann mein hi soya, rann mein hi jaaga
Hero banne ke liye jigar ki zaroorat padti hai ... aur jab jigar ho toh bhari bandook ka kya kaam?
Jitni tu khoobsurat hai na ... utni hi badi kamini nikli
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory