Marte hue ko kabhi rokne ka nahi ... dushman galati kare toh tokne ka nahi ... aur yaar ki item ko kabhi chune ka nahi
Sunny Deol
Baimaani pe promotion aur imaandari pe suspension?
Aditya Pancholi
Mereko Yash Chopra waala pyar karna hai ... Prem Chopra waala nahi
Prashant Narayanan
Aadmi bada ho ya chota, koi farak nahi padta ... bas uski kahani badi honi chahiye
Church ki ghanti aur sexy aunty chhodne ka nahi ... saala sajaa daalne ka
Paisa aadmi ka style badal deta hai
Unknown
Dost se bada dushman koi na hove hai
Sach bolega ek baar maroonga ... jhoot bola toh iktaalis bar maroonga
Gandhi bola hinsa nahi karneka ... koi manaa? ... pistol dikhake bolta na, saale sab maan jaate
Harman Baweja
Dhanda goli se nahi dimaag se chalta hai ... aur mera dimaag toh bachpan se hi bahut kharab hai
Zindagi saanp seedi ki tarah hai ... seedi chada toh mauj, saanp dasa toh maut
Is charre ko bandook mein daal, trigger daba ... kartoos banke niklega aur sabko phod dega
Bewajah kisi ko phodne ka nahi ... par agla na maane ... toh phir usko chhodne ka nahi
Woh kab aata hai, kab jaata hai ... na koi poochta hai, na koi jaanta hai
Rajesh Vivek
Tum zara si kam khoobsurat hoti ... toh bhi bahut khoobsurat hoti
Ab tere paas sirf do hi options hai ... andar jail mein sadh ... ya khuda ke ghar
Chacha Chaudhary ka dimaag computer se tezz chale hai ... par tera dimaag Chacha Chaudhary se bhi zyada tezz chale hai
Chot ko apni taqat bana ... kamzori nahi
Logon ki aadhi zindagi yeh soochne mein guzar jaati hai ki woh is duniya mein karne kya aaye hai ... aur aadhi us kaam mein joh woh karna nahi chahte
Haath todh deta, paon todh deta ... dil nahi todna chahiye tha
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory