Gunday aur gundagardi yahi se janam lete hai ... jisse aap police station kehte hai
Pattharon ki is duniya mein devta banna toh bahut aasaan hai ... insaan banna bahut mushkil
Dost se bada dushman koi na hove hai
Kanoon aur insaaf taqatwar ke ghar ghulam bankar behte hai
Agar daud tujhe teri maut se door le ja sakti hai toh ... daud ... daud!
Joh gurda rakhta hai ... usse hi jeene ka haq hai
Zindagi aur maut Waheguru ke haath mein hai ... aur mera Waheguru dushman ke saath nahin ... mere saath hai
Paapiyo se binti karo, samjhao ... agar woh phir bhi na maane, toh sabki bhalai ke liye ... talwar uthao
Kheench laye joh unke dar pe, aaisi deewangi ko kya kahiye ... katal karke bhi woh khamosh hai, aaisi saadgi ko kya kahiye
Suraj ki pehli kiran aapke bunglay aur mere ghar pe barabar ki roshni dalti hai
Tu khelta hoga toofano se, humne toh toofan paale hai ... joh darte hai so marte hai, hum markar jeene waale hai
Main zindagi se nahi ... apne aap se naraaz hoon
Bahut kam log hote hai jinka pyar apni manzil tak pahunchta hai
Pehli goli woh chalayega ... aur aakhri goli hum
Mohabbat na ho toh aadmi saans toh zaroor leta hai ... magar zinda nahi rehta hai
Main sapne nahi dekhta ... khud ek bura sapna hoon
Urdu jaisi nafazat kahan, mohabbat jaisi ibaadat kahan ... imaan par kayam reh sake toh, Musalman jaisi taqat kahan
Main tumhare accountant ka beta hoon ... aur yeh pitai tumhare account mein bahut dino se likhi thi
Kapde badalne se insaan badal nahi jata
Tere chehre pe mujhe maut dikhai de rahi hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory