Meri shaadi ho chuki hai, magar maut se
Jhoot ki deewarein imaandari ki thokar par ret ka dher ban jayengi
Chot ko apni taqat bana ... kamzori nahi
Kisi ke liye nafrat itni geheraiyo tak agar utar jaaye ... utne geheraiyo tak usse pyar bhi hota hai
Samundar mein mutthi bhar shakkar dalne se ... uska namak kam nahin ho jaata
Sadde vich Gandhi bhi hai, Patel bhi hai ... teh thoda Bhagat Singh bhi hai
When jatt full tight ... is full right
Jhoote saboot kitne bhi mazboot ho ... jhoote hi hote hai
Hai bahut andhyar, suraj nikalna chahiye ... ho kisi tarah se bhi, mausam badalna chahiye
Agar kisi ne iski taraf aankh uthakar bhi dekha ... toh uske saare khandaan ki aankhen nikaal doonga
Sipahi jab maidan-e-jung mein utarta hai ... toh apna hathyaar lana nahin bhulta
Jab yeh haath kisi par desi tarike se padta hai na ... toh aadmi gendh ki tarah boundary se nahi ... stadium se bahar chala jaata hai
Aaj raqeeb ko pila di hai tune sharaab ... un dekhna usse kaise nikalti hai aag
Shareer jitna adhik sukh paata hai ... utna hi adhik sukh chahta hai
Har insaan pehle Hindustani hai ... phir baad mein Musalman ya Hindu
Insaan hi insaan ka sabse bada dushman hai ... insaan hi insaan pe zulm karta hai, usse lootta hai, uska ghar ujhaad deta hai
Agar meri behen ki khushi ki taraf aankh uthayi na ... toh tere kandhe par kabhi gardan bhi thi ... pata nahi chalega
Yaar hoon, humdardo ka saaya hoon ... aaj yeh mat kehna, ke bewaqt aaya hoon
Choti choti baaton se bade kahan ho jaoge ... patli galiyon se nikloge toh khuli sadak par aaoge
Haath toh laga ... iske baad dhoondhta reh jayega ki tere jism ke saath koi haath bhi tha
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory