Aaj joh khoon apne khoon ke liye pani ho sakta hai ... kal hum sabke liye zehar bhi ban sakta hai
Mohan Joshi
Agar mujhe malum hota ki mujhe dekhkar tumhare chehre pe hazaar watt ki muskaan phail jati ... toh main kab ka aa chuka hota
Salman Khan
In haathon ne sirf hathyaar chhode hai ... chalana nahi bhoole
Sunny Deol
Aaj ke baad teri har saans ke peeche main maut bankar khada hoon
Laashen bicha doonga laashen!
Hum usse hi dushman samajhte rahe ... joh hamare liye masiha tha
Karisma Kapoor
Sau kutte milkar bhi khule sher ka shikaar nahi kar sakte
Tabu
Pattharon ki is duniya mein devta banna toh bahut aasaan hai ... insaan banna bahut mushkil
Chehre pe itna noor tumhare, aankhon mein itna pyar ... aaisa laga milkar jaise, aaj mile hai hum pehli baar
Police ke insaaf aur zulm mein koi farak nahi
Hum sab kuch chhod denge ... yeh ghar, yeh duniya, yeh zindagi
Kaash unke zulm ki mujhe khabar hoti ... toh main tere jism par apna jism bicha deti
Kasoor na mera hai na tera ... kasoor hamare daaman ka hai ... jis mein phool bhi gire ... toh kaante ban gaye
Duniya ne toh apne dil nafrat se is kadhar bhar liye hai ... ki kisi aur shay ke tikne ki jagah hi nahi bachi
Gutter ke gandhe pani mein agar puja ke phool mila do ... toh woh Ganga jal nahi ban jata
Alok Nath
Hamari duniya daulat aur maut ka woh chakravyuh hai ... jis mein ek baar dakhil ho jao, toh koi vapsi nahi
Dalip Tahil
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory