De jaam ya gham de humko ... sharaab bhi pee jaati hai aur aasoon bhi peeye jaate hai
Raza Murad
Chai, cigarette, cheroot, beedi, paan, zarda, tambaku, brandy, whiskey yah rum ... in sab cheezo ke paale hi nahi maine gham
Govinda
Ek waqt par main sirf ek hi kaam karta hoon ... jab peeta hoon toh khoob peeta hoon ... aur jab duty karta hoon toh sirf duty karta hoon
Om Puri
Abhe kum akal ki chai ki patti
Johnny Lever
Lambi race ke ghode ko goli nahin maarte ... gud aur chana khilate hain ... phir daav lagage paisa kamate hain
Anil Kapoor
She is like rajma chawal ... maa ka banaya hua
Irrfan Khan
Jitna khoon mere haath se baha hai ... utna toh tune maa ka doodh bhi nahi piya hoga
Akshay Kumar
Mumbai mein khaya, Mumbai mein piya, Mumbai mein jaga, Mumbai mein soya ... aur Vada Pav ki burai karke tera dil ek pal bhi na roya
Rajpal Yadav
Assi tussi piyange lassi
Shahrukh Khan
Hamari zindagi mein na hi koi mazaa hai, na hi koi masti ... balki ek aaisi bhel puri hai jis mein chutney nahi hai ... ek aaisi kulfi hai jis mein malai nahi ... ek aaisi daal hai jis mein tadka nahi
Aftab Shivdasani
Afsoos, ki log doodh se bhi jal jaate hai
Raaj Kumar
Agar main sharaab hota ... barf, soda, thanda pani, main sabka khaas hota ... gham mein chahe khushi mein main hi sabke paas hota
Saurabh Shukla
Inka sabse bada ch*tiyapa yeh hai ki inhe sex ke baad bhi baat karni hai ... meetha khane ke baad koi soup peeta hai kya?
Kartik Aaryan
Duniya badi baawari, patthar pujan jaye ... ghar ki chakki koi na puje, jaako piso khaye
Salman Khan
Jab chahe chuna lagaye ragad ke khaye ... ab khud pe baat aayi toh kare hai hai ... arre bhoya pedh babool ka toh aam kahan se khaye
Ajay Devgan
Saala itna pressure, itna pressure ... cooker jaise feel kar raha hoon main ... tarkaari pak rahi hai andar
Saif Ali Khan
Russia mein, Russian ladki ke saath Russian vodka peene ki baat hi kuch aur hai
Amitabh Bachchan
Chaar kilo alu kha gaya bhalu ... tu bhi chalu aur main bhi chalu
Mohan Joshi
Rishte sirf teen hote hai ... ek roti ka bhook se, doosra dosti ka dushmani se aur teesra zindagi ka maut se
Danny Denzongpa
Shaadi shuda zindagi mein pyar ki daal agar thandi padh jaye ... toh us mein romance ka tadka lagake fresh kar dena chahiye
Unknown
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory