Whiskey mein soda ya pani milane se uska taste kharab ho jaata hai ... whiskey mein whiskey milake peena chahiye
Kader Khan
Aap ek achche aadmi hai ... aur ek achche aadmi ke haath mein sharaab ki bottal achchi nahi lagti
Hema Malini
Agar sharaab dukhon ko mitta sakti ... toh har aadmi sharaabi ban jata
Asha Parekh
Maana door se dekha toh moongphali hai ... paas aakar dekh tera Baahubali hai
Anupam Kher
Jab ladka aande zyada khane lage ... toh iska matlab usse us murgi se pyar ho gaya hai, joh aande deti hai ... ya us ladki se joh aande leti hai
Ajay Devgan
Har Mummy ka khana yummy hota hai
Salman Khan
Saanp ko doodh sirf Nag Panchami ke din hi pilaya jaata hai ... kisi aur din ghar mein gusse toh usse kuchla hi jaata hai
Unknown
Hyderabadi sirf biryani ke liye nahi jaane jaate ... qurbani ke liye bhi jaane jaate hai
Deepak Dobriyal
Brandy sharaab nahi hoti ... brandy toh jeene ka style hoti hai
Zara si chhu chappad ki na ... toh yeh milk chocolate waale thopde ko wrapper ke saath pichka doonga
Shahrukh Khan
Kutta chahe bunglay mein rahe yah gali mein, doodh piye ya naale ka pani ... uski dum seedhi nahi hoti ... kyun ki basically woh kutta hai
Dalip Tahil
Mil-julkar sharaab peene se dosti aur zyada badti hai
Amrish Puri
Pyas ab pani ho jaye, katra katra ghulab ho jaye .... tum apne haathon se joh pila do mujhko, toh mineral water bhi sharab ho jaye
Annu Kapoor
Police ka kaam hai kauwon ki tarah choch marna ... aur hamara kaam hai unhe bajra dalkar gumrah karna
Duniya mein teen cheezein nikalne ke liye ungli tedhi karni padti hai ... dibbe mein se ghee ... gair kanooni basti ... aur shaadi shuda mardon mein se masti
Baat ughalwane ke do tareeke hote hai ... ek hota hai third degree aur duja hota hai ji rum
Rishvat nariyal jaisa ho gaya hai ... har kaam se pehle dono ka chaddava zaroori hai
Akshay Kumar
Pizza ke tukde hote hai toh pet bharta hai ... aur jab pyar ke tukde hote hai toh aashiq marta hai
Rajpal Yadav
Aadhi aadhi chai peene se chahat badti hai ... chahat se dosti badti hai, dosti se pehchaan badti hai, pehchaan se naam badta hai, naam se kaam badta hai, kaam se daam badta hai aur daam se business badta hai
Manisha Koirala
Aaj raqeeb ko pila di hai tune sharaab ... un dekhna usse kaise nikalti hai aag
Sunny Deol
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory