Apna ussool kehta hai ... agar fayda ho toh jhoot ko sach maan lo ... dushman ko dost bana lo
Insaan aur luck dono ka koi bharosa nahi
Betting ka ussool hai ... paisa lagne ke baad peeche nahi hatte
Agar aaisa ho gaya toh apna khopdi phir jayega ... aur tumhara mundi kat jayega
Kamzor ki dosti ... taqatwar ke vaar ko kam kar deti hai
Insaan jab luck ke bharose pe khelta hai, toh usse haarne ka darr rehta hai ... magar joh dil se khelta hai, luck hamesha uska saath deta hai
Paisa hone se luck nahi banta hai ... magar luck hone se paisa banta hai
Tum sach toh main jhoot ... tum din toh main raat ... tum khushnaseeb toh main badnaseebi ki misaal
Jeeyo itna ki zindagi kam padh jaave ... hasso itna ki rona mushkil ho jaave ... gusse ko thook do aur haste haste apne dushmano ko phook do
Har jung border par nahi hoti
Faanoos banke jiski hifaazat hawa kare ... woh shama kya bhuje jise roshan khuda kare
Taambe ko joh sona bana de, patthar mein joh heera tarashe, taqdeer ko talwar bana de, maut ko joh jeena sikha de ... hai kuch aaise log joh jeete hai shaan se aur aazmaate hai apni jaan se ... hai jeetna inki fitrat, jab hathyaar hai inka luck
Chaand par pahuchna ho toh sitaron par nahi ruka karte ... woh toh khud girte rehte hai
Mere pass paisa hai par style nahi hai ... aur tere pass style hai par paisa nahi hai
Mil jaate hai kuch officers hum mein todhe pagal, todhe adhiyal ... jinke dimaag mein sirf desh aur desh bhakti ghumti rehti hai ... yeh desh ke liye marna nahi chahte, balki jeena chahte hai ... taki aakhri saans tak desh ki rakhsha kar sake
Iski maut soochni padegi!
Aaise logon ki maut unka sarr kaatne se nahi ... balki sarr jhukane se hoti hai
Har sant ka ek beeta hua kal hota hai ... aur har paapi ka ek aane waala kal hota hai
Tere shareer ke haddiyo ke itne tukde karoonga ... ki teri aane waali nasal tak is dard ko mehsoos karegi
Allah re jism-e-yaar ki khoobi ke khud-ba-khud ... rangeeniyon mein doob gaya pairahan tamaam
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory