Filmy Quotes
Dialogues, Lyrics & More

Home

Movies

Stars

Singles

Categories

Roles

Evergreen

Quiz

Support

Daal Roti Khao Prabhu Ke Gun Gaao

Jwar Bhata

Lyrics Translation
Yeh samjho aur samjhaoUnderstand this and make others understand as well
Thodi mein mauj manaoHave fun with what you have
Daal roti khao prabhu ke gun gaaoEat bread with lentil soup and praise the lord

Aji lalach mein na aaoDon't try to be greedy
Na dil ka chain gavaoDon't lose the peace of your heart
Daal roti khao prabhu ke gun gaaoEat bread with lentil soup and praise the lord
Daal roti khao prabhu ke gun gaaoEat bread with lentil soup and praise the lord
Yeh samjho aur samjhaoUnderstand this and make others understand as well
Thodi mein mauj manaoHave fun with what you have
Daal roti khao prabhu ke gun gaaoEat bread with lentil soup and praise the lord
Daal roti khao prabhu ke gun gaaoEat bread with lentil soup and praise the lord

Tann pe langoti, pet mein roti, sone ko ek khatiya, sone ko ek khatiyaWe just need loincloth on our body, bread in our stomach and a cot to sleep

Matlab toh hai neend se chahe badhiya ho ya ghatiya, badhiya ho ya ghatiyaWe just need to sleep whether it's comfortable or not
Radhe Shyam, Sita RamO lord Krishna, O lord Rama

Nafrat ko door hatao aur sabko gale lagaoKeep hatred away and embrace everyone
Daal roti khao prabhu ke gun gaaoEat bread with lentil soup and praise the lord
Daal roti khao prabhu ke gun gaaoEat bread with lentil soup and praise the lord

Chandi ki thali wale ko kya bhookh lage hai zyada, kya bhookh lage hai zyadaThe one with a silver plate doesn't feel more hungry

Kyun na kha le phir apas mein baant ke adha-adha, baant ke adha-adhaThen why don't we share half of our food with someone
Radhe Shyam, Sita RamO lord Krishna, O lord Rama
Radhe Shyam, Sita RamO lord Krishna, O lord Rama
Bhookhe ki bhookh mitao duniya mein naam kamaoFeed the hungry and do good in the world
Daal roti khao prabhu ke gun gaaoEat bread with lentil soup and praise the lord
Daal roti khao prabhu ke gun gaaoEat bread with lentil soup and praise the lord
Watch Video
More From Jwar Bhata
Dialogues
Copyright © FilmyQuotes.com