Degree se sirf certificate milta hai ... akal nahi
Shahrukh Khan
Saatve asmaan ko choone ki koshish karte karte ... yeh main pataal mein pahunch gaya hoon
Assi tussi piyange lassi
Shukriya toh gairon ka ada kiya jaata hai ... apno ka nahi
Amrita Singh
Agar main chota kaam karoonga na ... toh chota hi ban kar reh jaonga
Phatte huye joote ke chedh se us paar dekhoge na, haqeeqat nazar aayegi ... joota bada duniya choti nazar aayegi ... kismat phatke haath mein aa jayegi
Nana Patekar
Is Bambai shehar mein jhagda karne se sar phoote na phoote ... lekin mohabbat karne se dil tootne ka guarantee
Sunday ke baad monday, rupaye ke char ande ... khaye kisi aur ne dande, ab raj kar rahe hai mushtande
Sachai aur imaandari ki buniyaad par jhoot aur fareb ka mahal bahut dino tak nahi tik sakta ... woh gir jaata hai
Juhi Chawla
Sadak pe tamasha karne waala aur dekhne waala ... dono ka taqdeer kharab hai
Yeh duniya banane waala apni hi duniya mein aakar besahara ho gaya ... tu kis khet ki mooli hai?
Aaise naukri kaise milegi bhai ... is ulti duniya ko sar ke bal khade hokar dekhoge toh seedhi nazar aayegi ... apni arzi par wazan nahi rakha, hawa mein udh jayegi
Hindu ko namaskar nahi bolega, Musalman ko salaam nahi karega, Christian ko good morning nahi bolega ... kyun ki apan yahan language ka lafda karne nahi aiyla
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory