Brahman bhuka toh Sudama, samjha toh Chanakya aur rootha toh Ravan
Mujhe harakar koi meri jaan bhi le jaye, mujhe manzoor hai ... lekin dhokha dene waale ko main dubara mauka nahi deta
Race hamesha meri thi aur meri hi rahegi ... kyun ki main is race ka sabse purana khiladi hoon
Pyar ka pehla kadam dosti hai, aur aakhri bhi ... bus beech ke kadam reh gaye hain
Badla jitna purana hota hai ... utna hi khatarnak hota hai
Aaisi koi harkat mat karna jisse hamara apmaan ho ... kahin bhaura gaye, toh pehle maar maarke badan ko dard denge ... phir maar denge
Soocho, soocho ... aur soochne ke liye main tumhe apni saari zindagi deta hoon
Jab hum aayenge garmi thodi badh jayegi ... pata chal hi jayega
Hamari goli jaan nahi leti boss ... doosro ke andhar janwar jaga deti hai
Kya karen badi buri aadat hai hamari ... nark ke darwaaze ke samne khade hokar paap karte hai
Laal mere dil ka haal hai ... lagta tumpe kamaal hai ... yeh tofha nahin sawaal hai ... kya Subhash Ghai ki picture Taal hai?
Bachpan ki mohabbat ko dil se na juda karna ... jab yaad meri aaye milne ki dua karna
Tum kabhi jeet nahin paye ... kyunki tum hamesha mujhe harane ki soochte the ... aur main kabhi hara nahin ... kyunki main hamesha jeetne ki soochta tha
Only asking you to dance yaar ... not maarooing chance
Sachcha pyar kabhi adhoora nahi rehta ... ek na ek din toh woh poora hoga hi ... kyun ki yeh zindagi bahut lambi hai
Mard mein bahut dard pehda kar deti hai tumhari smile
Atma toh pehle hi kisi aur ki ho gayi hai ... reh gaya yeh shareer, isse bhagwan ko arpan kar dete hai
Mujhe sirf imaandaar logon se darr lagta hai
Chalo hum toh bhool jaye ... par yeh gussa hai ki maanta nahi
Main paisa ghode par nahi ... jockey par lagata hoon
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory