Ek maa jise doodh pilati hai ... uske saaye tak ko pehchanti hai
Sushma Seth
Abbe teri patni hai ki batate vade ki chutney hai ... jis tarah se chutney har thali mein batti rehti hai, har batate vade ko patti rehti hai ... us tarah se tumhari patni ka har station pe boyfriend hai yaar
Govinda
Tu hai aag main hoon shola ... aaja meri Coca-Cola
Paresh Rawal
Kuch cheezein purani hoke aur bhi khoobsurat ho jaati hai ... jaise ke gulaab, sharaab aur aap
Ajay Devgan
Meri maa ke haath ka banaya halwa ... ajab hai uska jalwa
Anil Kapoor
Khaana, daru, paisa ... teeno khushboo ek saath ... this is life
Pitobash Tripathy
Kundli mein shani, ghee ke saath honey, aur Ravikumar se dushmani ... sehat ke liye hanikarak ho sakti hai
Himesh Reshammiya
Virgin tel healthy hota hai ... male nahin
Unknown
Bourbon ki tu batli main tera happy hour ... tu Saturday ki raat hai main Sunday ka akhbaar ... tu Umrao Jaan toh main Bachchan ki Deewaar ... banh phad le meri darling, tu jhoothi main makkaar
Ranbir Kapoor
Roti ka chakka jab kuchalta hai na ... toh sabse pehle moolya, siddhant, kuchle jaate hai
Sunny Deol
Ladki apne aap mein hi ek paushtik aahar hoti hai ... jise dekhne ke baad kisi tonic ya chyawanprash ki zaroorat nahi padti
Haath hilaate reh gaya mardon ka mela ... lekin nahi aayi kabhi milan ki bela ... Ragini ne apni jawani ki bhook ko jhela ... lekin uske baap ne nahi khane diya ek bhi kela ... arre kela toh door na mili usse koi kakdi ... na kisi mard ki baahon mein kheli woh pakda pakdi
Sudesh Lehri
Dil paya albela maine ... tabiyat meri rangeeli ... aaj khushi mein maine bhai yahan ... thodi si bhaang peeli
Dilip Kumar
Tumhare pati ka naam tha Dwarka ... maal peeta tha woh pehli dhaar ka ... utaara na le neembu ka na achaar ka ... phir bhair kaise na badhe bekaar ka
Yeh komal kali, naazon ki pali, misri ki gali ... hamare hi kul mein lagegi bhali
Rajendra Nath
Hakuna matata ... mere jeevan mein sirf raas, garba aur batata
Maut zindagi ki har tasveer ka doosra rukh hai ... karam ache kiye ho toh maut achi milti hai ... pani ki tarah gale se utar jaati hai ... aur agar tumhare jaise karam bure kiye ho toh maut bhi buri hi milti hai ... ek sookhi roti ke tukde ki tarah gale mein atak jaati hai ... neeche nahi utarti
Rajesh Khanna
Mera naam hai Inspector Natwarlal Bhinde ... khata hoon che-che ande ... aur choron ko maarta hoon lambe chaude dande
Shakti Kapoor
Anaaj toh bahut pehda hota hai seth ... magar usse gareebon ke pet nahi tum logon ke godaam bhare jaate hai ... tabhi toh tum logon ki tijori mein rakha hua paisa nahi gina ja sakta ... magar gareebon ke jism ki pasliyan zaroor gini ja sakti hai
Dharmendra
Aapke liye main zehar ko dhood ki tarah pee sakta hoon ... lekin apne khoon mein aapke liye dushmani ke keeday nahi paal sakta
Raaj Kumar
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory