Na yeh sarkari hai, na gair kanooni ... na yeh neta hai, na koi terrorist ... kaam se hero, naam se villain ... yeh hai Gabbar
Unknown
Haddiyan todne mein woh mazaa nahi ... joh teri akad todne mein hai
Akshay Kumar
Pachas pachas kos door jab koi rishvat leta hai toh sab kehte hai mat le varna ... Gabbar aa jayega
Mujhe pasand hai woh log joh mujhe pasand nahi karte ... himmat rakhte hai aaise log
Joh mere kaam ka nahi ... uska is duniya mein koi kaam nahi
Rishvat li toh Gabbar maar dega ... nahi li toh main maar doonga
Is baar haath nahi ... saath chahiye
Har ek student government officer nahi banta ... lekin har government officer student zaroor hota hai
Ab Gabbar ka PWD chalega ... power wala danda
Sabke karam samne aayenge ... woh kya hai na karma rishvat nahi leta
I hate sorries!
One kiss burns many calories ... want to lose some weight?
Achcha lage toh welcome ... bura lage toh bheed kam
Society criminals ke kuch karne se barbaad nahi hoti ... society tabaah hoti hai ek capable aadmi ke kuch na karne se
Shruti Haasan
Har woh aadmi joh galat dekhkar aankhen nahi pherta ... woh Gabbar hai ... joh ghoos dene waale ko ghus-ghuske maare ... woh Gabbar hai ... joh sarkari aadmi aircondition room mein behatkar logon ko tang karte hai, unka pasina chhudvaye ... woh Gabbar hai
Janwaron ko tehzeeb sikha di hum insaano ne ... ab insaano ko insaaniyat sikhane ke din aa gaye hai
Saare kaam bhagwan khud nahi karta ... kuch kaam hum jaise shaitano ke liye chhod deta hai
Seedhi tarah paisa de ... varna chaabi waala taala nahi seal waala taala lagaonga
Doosron ki naukri aur apni akal sabko achchi lagti hai
Jahan sau log milke aapki zindagi barbaad karte hai ... woh hai shaadi ... lekin jahan ek crore log milke sare desh ko barbaad karte hai ... woh hai corrupt sarkar
Main toh mar jaonga ... tera kya hoga Kaalia?
Rishvat nariyal jaisa ho gaya hai ... har kaam se pehle dono ka chaddava zaroori hai
Aag bhuj bhi jaye na tab bhi kahin na kahin andar chingari dahekti rehti hai ... joh kabhi bhi aag ban sakti hai
Ek baimaan ki aankhen band karo ... toh baaki saare baimaano ki aankhen apne aap khul jaati hai
Hamara system bachon ke diaper ki tarah ho chuka hai ... kahin thoda geela aur kahin se thoda dheela
Purani sharaab aur purani yaadein jab sar chadd jaati hai ... tab aadmi out of control ho hi jaata hai
Har friday jab ek film release hoti hai ... us hi ke saath hi ek sarkari officer bhi release hoga ... ya toh corruption se, ya duniya se
Jahan hum log behate hai wahan aam aadmi ki sirf arziyan pahunchti hai ... awaaz nahi
Sarkari departments ne aam aadmi ki zindagi newspaper jaisi bana di hai ... subah kamot pe palatne se shuru hoti hai aur raat tak raddi banke kisi kone mein padhi milti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory